Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

    Originally posted by khan
    ye batain k dosti k bare main aap ka kia khaiyaal hai aur iss kis sachayi kia hai?
    Dosti mein jabbar nahin hai. Dost woh hai jo aap ki dosti ki kashish mein aap key paas aaey na keh aap uskey peechhey bhagein. Jab koi AAP sey dosti ki tamana karey aur aap ussey qabool kar lein to phir apney dost key liye aisey hi sincere hona chahiye jaisey aap apney aap sey hain. Dosti ki mairaaj dost ko har haal mein yeh ehsaas dilana hai keh "main hoon na" :D . Lekin kabhi kisi ko pareshan mat karein keh mujh sey dosti karo, yeh dosti nahin hoti. Yeh bhi dil ka aik rishta hota hai - agar chemistry raas aati hai to dosti hai, warna nahin!

    Originally posted by khan
    kia aap ki zindagi main kisi dost ka kirdar raha hai?
    Dost kya khoob wafaoun ka sila detey hain
    har naey morr per ik zakhm neya detey hain

    Meri zindagi mein kuchh doston ney aisey asraat chhorey hain keh unhein dost kehna dosti ki toheen hai. Mera real life mein SIRAF AIK dost hai. Virtual life mein merey chand aik dost hain jo bohat hi azeem hain, aur yehan pegham per hamarey saath hain, woh jaan gaey honge keh woh kon hain :).

    Originally posted by khan
    aur sab se aihm baat k pardes gaiye aap ko arsa ho giya ho ga kab wapes ayain ge ayain ge k nain?
    Pakistan mein siraf system ki kami hai, agar system ho to main raat sey pehley wahan aa jaoun. Aaoun ga magar abhi nahin. InshaAllah aik waqt mein aa kar baqi zidnagi wohi guzaroon ga.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

      Originally posted by barg.e.gul
      kabhi zinadagi mey hum bohot udaas ho jatey hein itney ziada key hamarey paas alfaaz bhi nahi hotey apney dukh ko kisi ko sunnaaney key liye ....tab hamein zaroorat perhti hai aik aeysey dost ki jo baghair kuch kahey sab kuch sun ley aur khud ba khud sab kuch jan ley...
      agar aap key sath kabhi is tarhan ho to aap tab kya kertey hein?
      Tu main apney aap mein kho jata hoon. Mujhey maloom hai mera aisa koi dost nahin jo bin-btaey merey dil ki halat jaan jaey. Main slow theme waley ganey sunta hoon ya phir khud sey batein karta hoon. Merey ander aik insaan hai, woh merey saath raha hai aur gahey bgahey mujhey mera raasta btata raha hai. Woh bohat shafeeq bhi hai aur zaalim bhi. Mujhey samjhta bhi hai aur malamat bhi karta hai. Main usi insaan sey batein karta hoon. :)

      Aik shair hai:

      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

        Originally posted by ForumAdmin
        3) Ishq, Pyar, Mohabbat , Junoon .!!! in charon main koi faraq ? in charon kayfiyaton ko explain kero :)

        4) Koi Aik manzil jisey paney ki tama'ana barson sai hai aur wo ab tak mili nahi ?
        Jawab hazir hai:
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

          Originally posted by ForumAdmin
          Merey kuch mazeed sawal..!! :)

          1) Mohabbat Yaa Manzil agar dono main sai kisi aik ko chun'ana ho ga dono saath nahi mil saktien to kya kero gai ? Waja batana jisey bhi chuno aur yaad rahey yahan mohabbat manzil nahi :)

          2) Andherey sai koi lagao ? agar hai to andhera aksar kin khayalat main laey jata hai ?

          3) Tanhai ki keyfiyat main kya kerna pasand kertey ho ? ab yahan dheyan rekhna main nai keyfiyat kaha hai :)

          4) Aaj sai 5 saal baad khud ko kahan dekhna chahtey ho ? (kisi khas mukam par yani zindagi main koi khas darja yaan sab normal hee)

          5) Ronaq-e-Baazm kaun loag hua kertey hein aur kyun ?

          Umeed hai pehley panch sawalon kai jawabat ko samney rakh ker in 5 sawalon kai jawabat do gai :) jeetey raho khush raho sada abad raho

          Jawabaat:
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

            Zindagi kuch logo ko zindagi say bohat gilay hotay ahin kiya app ko bhi zindagi say koi gila hay
            http://www.genericviagra2015shop.com/

            Comment


            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

              Zindagi ko lafzo may bian karina
              http://www.genericviagra2015shop.com/

              Comment


              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                Kabhi khuda kay kifi feslay per roay hain kay Ayy khuda tu nay asa kun kiya
                http://www.genericviagra2015shop.com/

                Comment


                • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                  Mohabat kay liya dosti zarori hay ya dosti kay liya mohabat jo bhi jawba hay is ki wezahat karina
                  http://www.genericviagra2015shop.com/

                  Comment


                  • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                    internet per mo habar ho sakti hay kiya
                    http://www.genericviagra2015shop.com/

                    Comment


                    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                      inter ki dosti or dunyavi dosti may kiya farq samajhtay hain
                      http://www.genericviagra2015shop.com/

                      Comment


                      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                        pegham ka wo konsa memeber hay jo app ko sab say ziada pasand hay
                        http://www.genericviagra2015shop.com/

                        Comment


                        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                          pegham ko bana nay ki asli waja
                          http://www.genericviagra2015shop.com/

                          Comment


                          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                            kabhi asa hova hay kay app jatay jatay kahi gir gay ho to logo ka kiya rawaya paya
                            http://www.genericviagra2015shop.com/

                            Comment


                            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                              kabhi kabhi asa hota hay kay koi rastay may mil jata hay or phir hamesha os kay minay ka ahsas zinda rehta hay app kay sath bh ikiya asa hova kabhi
                              http://www.genericviagra2015shop.com/

                              Comment


                              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                                shairi kernay ki asli waja
                                http://www.genericviagra2015shop.com/

                                Comment

                                Working...
                                X