Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

    Originally posted by barg.e.gul
    Hamari dua ho gi key Aap ki azeez tareen hasti kam sey kam aap ko pegham chorney ka to har giz na kahey :D:
    Uski narazgi key peechhey kuch bhi kar sakta hoon. Bas ussey khafa nahin hona chahiye :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

      Aziz tareen hastiyan to kai hoti hain ..aik kahaye choor doo doosra khaye na choroo pher kia karoo gay :lol
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

        Originally posted by Aanchal
        Aziz tareen hastiyan to kai hoti hain ..aik kahaye choor doo doosra khaye na choroo pher kia karoo gay :lol
        aziz tar kaee hain magar aziz tareen aik hi hoti hai - :hathora
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

          Originally posted by Masood
          aziz tar kaee hain magar aziz tareen aik hi hoti hai - :hathora
          aziz tar male or aziz tareen female hoo gai pher to :lol
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

            Originally posted by Aanchal
            aziz tar male or aziz tareen female hoo gai pher to :lol
            ummm....yeh aziz tar aur aziz tareen kya hai...:donno:
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment


            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

              AOA,


              Aman khan ji ye to main b bata sakta hoon:phool:


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                Khan Sb. lagta hai


                Aziz tar means DEAR
                Aziz tareen means DEAREST sum1...right
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                  Good Answers Masood :)



                  Answer # 3 : I agree ke dosti aur mohabbat dono alag alag jazbat hain, magar farz kijiyeh zindagi emi kabhi aisa koi morr aata hai, koi aisi situation rise hoti hai k aap ka dost aur aap ki mohabbat dono hi is situation mei ek dosre se opposite point pe rhon aur aap ko kisi ek sath dena ho to kis ka dain gai, How whould you judge that whom should you agree or go with .....

                  Love and Arrange Marriage........ Very Good Answer :thmbup:

                  Pasandida Rang :D ..... Hmmm......... to kya aaj tak aap ko wo rang dekhna naseeb huwa :lol

                  Jeenay ka Haq ........ :thmbup:



                  Is jawab per mujhe kuch doubt hai
                  Attached Files
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                    Good 1 :thmbup:
                    Attached Files
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                      G....Pohanch to hum buhut dour tak rakhtey hain :D , Aur Yadasht bhi Alhamdulillah humari buhut achi hai
                      Attached Files
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                        Wese Good Answer :)

                        Chand ek sawal ki list aur lai aao yaan rehen doo :D
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                          Originally posted by Saima Shaheen
                          Answer # 3 : I agree ke dosti aur mohabbat dono alag alag jazbat hain, magar farz kijiyeh zindagi emi kabhi aisa koi morr aata hai, koi aisi situation rise hoti hai k aap ka dost aur aap ki mohabbat dono hi is situation mei ek dosre se opposite point pe rhon aur aap ko kisi ek sath dena ho to kis ka dain gai, How whould you judge that whom should you agree or go with .....
                          Insaan ki zindagi hasraton aur mayoosi sey bhari hui hoti hai. Agar kuchh milta hai to ussey apna lena chahiye (not the bad-things though). Main us situation mein hisaab karoon ga keh meri zindagi mein kis cheez ki kami rahi hai aur hai. Agar to dosti ki kami rahi to dosti chun loon ga aur agar muhabbat ki kami hui to muhabbat chun loon ga.

                          Muhabbat mein dosti mil sakti hai, dosti mein muhabbat nahin! Main shayid us situation mein apni muhabbat ko tarjeeh doon ga :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                            Originally posted by Saima Shaheen
                            Wese Good Answer :)

                            Chand ek sawal ki list aur lai aao yaan rehen doo :D
                            Ji ji zaroor poochein - is waqt aap logon key hathey jo charra huwa hoon :zuban: - ley loon ga badley main bhi :D
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                              Originally posted by Masood
                              Insaan ki zindagi hasraton aur mayoosi sey bhari hui hoti hai. Agar kuchh milta hai to ussey apna lena chahiye (not the bad-things though). Main us situation mein hisaab karoon ga keh meri zindagi mein kis cheez ki kami rahi hai aur hai. Agar to dosti ki kami rahi to dosti chun loon ga aur agar muhabbat ki kami hui to muhabbat chun loon ga.

                              Muhabbat mein dosti mil sakti hai, dosti mein muhabbat nahin! Main shayid us situation mein apni muhabbat ko tarjeeh doon ga :)
                              Ah han... Good :)
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                                Originally posted by Masood
                                Ji ji zaroor poochein - is waqt aap logon key hathey jo charra huwa hoon :zuban: - ley loon ga badley main bhi :D

                                Ap ki shamat pehley aayi , aap ki kismat

                                Jab huamri aayeh gi tab dekhi jayeh gi :D
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X