Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

    Originally posted by barg.e.gul
    jee zaroor :-)
    filhaal aap sab apna apna sabr Aazmaein :eye:
    Otay Boss:salam:
    - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

    Comment


    • #92
      Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

      Masoodddddddddddddddd Jaldi say aa jaein takey aap is sab kay jawab day dein phir Gul Chund aur Sawal karey phir hum bhi medaan main aa jaein :blush:
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #93
        Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

        Originally posted by Masood
        Birth date and place:
        Place ka name he nahe likha birth ka aur birth year bhe nahe likha yah faul hai :donno: :donno:
        Last edited by Adi; 1 August 2005, 11:44.
        - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

        Comment


        • #94
          Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

          Originally posted by barg.e.gul
          Is interview ka teesra aur Akhri hissa reh gaya hai wo hum In sawalaat key jawabaat mil jaaney per poochien gey inshAllah
          us key baad aap sab free hein to ask (Y)
          Theek hai Gul main aaj shaam hi ko in sawaloon ka jawab dey doon ga, inshaAllah :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #95
            Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

            Mujhey reply kerney ka to moqa mila nahi tumhein Masood shayad ab sawalon kai jawab deney ka moqa mil jaye :)

            1) Zindagi ka falsafa kya hai tumharey nazdeek detail main batao ..!!

            2) Pehley bhi shayad poocha ab phir poochon ga Khawab , Saraab, Azaab faraq kya hai in teenon main teenon ko explain kero :)

            3) Ishq, Pyar, Mohabbat , Junoon .!!! in charon main koi faraq ? in charon kayfiyaton ko explain kero :)

            4) Koi Aik manzil jisey paney ki tama'ana barson sai hai aur wo ab tak mili nahi ?

            5) Sehra ki tapti Raet ..!! is unwaan par koi aik choti si nazm yaa nasr ?

            Comment


            • #96
              Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

              hmm abhi kai liye ye 5 abhi do haftey hain :)

              Comment


              • #97
                Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                Originally posted by barg.e.gul
                nahi bachi ....ye baat nahi hai :-)
                Asal mey hum ney jo qs prepare kiye hein wo khatam ho jayein saarey to phir aap jee bhar key sawal kerna aap ko kafi time diya jaye ga wo is liye key ho sakta hai jo aap log poochna chahtey ho un key jawab aap ko pehley sey mil jayein ...:thmbup:
                is mey udaas honey ki kiya baat hai ...aap thread starter perh lien :rose
                hmmmmm main khush khush :rose

                Comment


                • #98
                  Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                  Originally posted by Saima Shaheen
                  Aisi baat nahi hai chanda, aap apney sawal tayar rakho..... Mei ne bhi buhut jama kiyeh hain:D , zara masood ko chotey motey sawal'on se farigh ho lene do... phir aayeh gi humari bari aur in ki shamat:D :devilsmil
                  hmmmm phir hum bare bare ques karin ge theek?:lol ;)

                  Comment


                  • #99
                    Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--


                    Gul itney saarey questions kahan sey ley aai thin aap :hathora Lijiye jawabaat hazir hain :)
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                      Doosra Part:
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                        Originally posted by ForumAdmin
                        Mujhey reply kerney ka to moqa mila nahi tumhein Masood shayad ab sawalon kai jawab deney ka moqa mil jaye :)

                        1) Zindagi ka falsafa kya hai tumharey nazdeek detail main batao ..!!

                        2) Pehley bhi shayad poocha ab phir poochon ga Khawab , Saraab, Azaab faraq kya hai in teenon main teenon ko explain kero :)

                        3) Ishq, Pyar, Mohabbat , Junoon .!!! in charon main koi faraq ? in charon kayfiyaton ko explain kero :)

                        4) Koi Aik manzil jisey paney ki tama'ana barson sai hai aur wo ab tak mili nahi ?

                        5) Sehra ki tapti Raet ..!! is unwaan par koi aik choti si nazm yaa nasr ?
                        Aap key sawalaat key jawabaat tayyar kar raha hoon - thora sa intizar :)

                        masood
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                          Originally posted by Masood
                          Gul itney saarey questions kahan sey ley aai thin aap :hathora Lijiye jawabaat hazir hain :)
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                            Hmmm bhat Khob abb last Hisa rah gya hai :rose
                            - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                            Comment


                            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--


                              Hmmm bhat Khob abb last Hisa rah gya hai :rose


                              chalien hum khatam kiye deytey hein :D:
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                                Interview--teesra aur Akhri hissa :-)

                                Q:aap musanif bhi hein aur shair bhi hein aur bohot khoob hein aap ney likhna kab shuru kiya?aur kis cheez ney likhney per majboor kiya?
                                Q:apney qalaam mey sey koi nazm' ghazal ya phir koi sheyr jo aap ko bohot acha lagta ho?
                                Q:Aap "Qalam" key baarey mey kya kahein gey?
                                Q:Aap ki pasandeeda Sha'ir/Sha'ira?
                                Q:Is thorey sey arssey mey Pegham per jo kaamhua hai aap us sey mutma'in hien?
                                Q:Aap agley kuch arssey mey Pegham ko kahan deykhtey hein?
                                Q:Pegham key Members key liye koi "Pegham" ?
                                Attached Files
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X