Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

    Assalaam o alekum,


    oyeee bhai log baraaye meherbaani mera interview shinterview naa lijiyegaa haan kahe deta hun :fuming: haan lekin meri naaani (anchal) kaa interview zaroor lien mujhe bahooot saare sawaalaat kernien hain apni naaaaaaaani se :tang:
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

      Originally posted by barg.e.gul
      Interview--teesra aur Akhri hissa :-)


      Q:aap musanif bhi hein aur shair bhi hein aur bohot khoob hein aap ney likhna kab shuru kiya?aur kis cheez ney likhney per majboor kiya?
      Q:apney qalaam mey sey koi nazm' ghazal ya phir koi sheyr jo aap ko bohot acha lagta ho?
      Lijiye Gul aap key sawalaat key jawabaat hazir hain :)
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

        2. part:
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

          3. part:
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

            hmmmmmmmmmmmmmmmm parha aur Jaan kar acha bhi laga meray zehan main koi aisa hi Masood tha jis ko main nay yahaan parha :)


            khair main bhi ao'n gi khuch sawal lay kar :)
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

              Originally posted by ~khawahish~
              hmmmmmmmmmmmmmmmm parha aur Jaan kar acha bhi laga meray zehan main koi aisa hi Masood tha jis ko main nay yahaan parha :)


              khair main bhi ao'n gi khuch sawal lay kar :)
              Ji ji kyun nahin you are most welcome - mujhey maloom hai meri shamat aai hui hai :lol

              zara halkey halkey sawaal karna :eye:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                Hmmm chalo abb hamari Bari hai Questions karne ke
                hoooooo hahahha

                Phela Question
                1- App kay name ka Matlab kya hai ?
                - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                Comment


                • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                  Q2- App nay apna Takhuls Masood kyon rakha ?
                  - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                  Comment


                  • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                    Part 3 ke jawab about "Pegham and its member" achha laga, khyalat kafi buland hain, :insha: Pegham apne target se uper pahunchega.

                    Hamara tawwun Pegham ke saath hamesh rahega.
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                      Q3- 14 August ko Pegham per Celebrate karnay ka koi Plan ?
                      - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                      Comment


                      • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                        Q4- App Stars per Belive kartay hain ?
                        - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                        Comment


                        • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                          Originally posted by MASHOOM BACCHI
                          hmmmm phir hum bare bare ques karin ge theek?:lol ;)

                          Haan chanda.......ab humari bari a gayi ...chalo aao fata fhut kaha ho tum :D
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                            Q5- Shairey kay lya Kisi say muhabbat karna zaroori hai ?

                            Q6- Koi bachpan ke shararat waqyaya jisay yaad kar kay ajj bhee khob hanstay hain :-?
                            - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                            Comment


                            • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                              Originally posted by Adi
                              Hmmm chalo abb hamari Bari hai Questions karne ke
                              hoooooo hahahha

                              Phela Question
                              1- App kay name ka Matlab kya hai ?
                              Mera naam Tariq Maqsood hai. Yeh naam merey bhadey bhai ney rakha hai keh unki class mein us waqt aik larka parhta tha jiska yeh naam tha aur bhai ko bohat pasand aaya tha. Tariq key do matlab hain:

                              (1): Subha ka sitara (woh sitara jo suraj key taloo honey key baad sab sey aakhir dam tak nazar aata hai. (Aur Quran-e-Pak ki sruat Al'Tariq mein bhi hai)

                              (2) Raat ka musafir.

                              ... aur Masqsood key matlabh hain mudda, matlab, gharz, matloob.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Is Haftey key Mehmaan--Masood--

                                Originally posted by Adi
                                Q4- App Stars per Belive kartay hain ?

                                Yaqin kertey hain k nahi ...pata nahi parhatey zaroor hain :p
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X