Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

    bohat achi lageen aapki batain aur aapkey khayalat....:rose




    Comment


    • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

      Originally posted by Ambreen
      janab interview tu aap ka bahut dilchusp hai parhne mein bhi lutf aya ....kafi taweel interview thaa jabhi tu merey puchne ke liye kuch baqi hi nahin bacha....
      Ambreen sach janein itni mehnat mujhey Pegham ki setting karney mein nahin hui jitni mehnat in do hafton mein sawalon ka jawab deney mein hui thi, aur inho ney to waqiye mein mera kabarra kar diya hai - ab to zehan mein kharch ho chuka hai :D

      Originally posted by kanwal
      bohat achi lageen aapki batain aur aapkey khayalat....
      bohat shukriyah Kanwal :) - khush raho :rose
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

        ooops I m quiet late.... phir bhi as u asked me in many threads ke URDU mein baat honi chahye..... to one question from me....if u dont mind ....hehe....Q: URDU ZUBAN ke BAAP kon hain? WHO IS THE FATHER OF URDU LANGUAGE?

        Q: KHANDAAN MAIN SAB SE ACHA KON LAGTA HAI EXCEPT MOM DAD BRO N SIS .... ?

        Q: HOW DID U GET THE IDEA OF PG OR HG, HOME OF PAK PEOPLE AT INTERNET ? N HOW DID U FIND PEOPLE HERE? FOR HOW LONG U BEEN WORKING ON IT?




        THATS IT FROM ME
        See Yaa






        thnx in advance ....
        BE Happy always always......
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

          Assalam.o.aleikum,,,Itna baihtreen interview aur aap sab kay replies with sawalaat kay bouhat hi pasand aa'aiy.aik aik lafz read kiya aur bouhat acha laga.kabhi muskuranay lagti thi to kabhi hans parti thi aur kabhi soch may gummmm.....

          Bouhat acha interview hay.is silsilay ko jaari rakhiye to acha hay.bouhat kuch seekha bhi Ta ji ki baato'n say aur kaafi kuch pata bhi chala.
          in short may itna kahun gi k aaj jitna read kiya forum,,,yeh interview aur aap sab logon kay sawalaat aur baatai'n haasil-e-mutaala taihreen.khush rahiye Ta ji.:)
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

            مسعود بھائی!آج آپ کے بارے میں بہت کچھ جان کر بہت اچھا لگا۔میں نے ابھی تک آپ کو مکمل انٹر ویو نہیں پڑھا جتنا پڑھا ہےپڑھ کر مزہ آیا ہے جلد ہی اسے مکمل کرتا ہوں تب تک کے لیے
            والسلام
            Masood Bhai aap ka interview kafi dilchasp tha abhi tak main ne mukmal nahin para jald hi isse mukammal karta hon.
            :D:
            Wassalam
            اردو جواب
            سوالات|جوابات|اردو زبان میں

            Comment


            • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

              AOA,

              Lo abo tak:tauba jaldi karain na:)


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

                Asslam-o-Alikum WR WB

                MAshaalh ! my ny aaj Masood aap ka interview parha ... mery zahan main bhot sey sawalat thay ... bhot si batain thi .... Mein chuky aik asy forum ko chor kar aya hu jhaan per 1 man show ho ta hy ..... i mean wha aik shaks ki hukomat hy .... naam ly kr ya us jagah ki burai kar ky apny Gunho main izafa nahi karna chta .... aur na hi Allah Maaf kary Gheebat kr rha hu ...... Mein ny jab wo forum chora aur jab ya join kya to mein ny kai baar socha kay main aik post aap kay Announce section main laga du ... aur khul kar apni baat bata du ky .. main kya soch rakhta hu ... mera wajood kya hy .. main kasa hu aur bhot si batain yha ki Admin Team ko kha du ...... per phir khayal aya kay khi ... ya na ho ky yha per bhi Admin sey Bhass ho jay ...... isi liya just khamoshi sy aik konay main rahna chuna .... per u know ! hum jasi nature rakhny walay insaan jo Sach ko Sach , aur Ghalt ko Ghalat khaty hy ... Jo Sahi baat per bhi Khoon Bhana janaty hy aur Ghalat baat main bhi .. .. Jo ISLAM aur Socity dono ko Apni apniu jagah MATAWAZAn rakhna cahaty hy per her fasla Allah aur us ky Rasool PBUH ky dayry main rah kr karaty hy ... wo log kabhi khamosh nhi bath sakty .... kuo ky un ky ander Mashary sey bayzari ka aik lawa jama hua ho ta hay ......

                Na itafaqi wha ho ti hy jhaaan samany wala shaks , mhaz apni ana ky liya Bhass karta phiry ...... per aap ka interview parha aur Al Hamdulilh mujhy ya baat achi lagi ... baki bhi achi hy .. per khud nehyat serious tabiat hay jabhi kaam ki batain hi note ziyada hui ..... un main chand aik khubya aap ki Mashalah bhot achi hy ...

                Aik ya baat achi lagi ky aap Islam ka ilm rakhty ho ... aap ko aur kho ga ky ILM ko aur barhya ..

                2nd ! aap Ghalt baat ko bardast nhi kar tay ..... is say murad ya nhi kay jhgrna shuru ho jatay hy ... balky is sey murad yahi ho gi kay jo bata Ghalt hy us ko Ghalt hi khaty hy aur jo Sahi hay wo Sahi hy ... ya Insaan ki wo khubi ho ti hy Masood jis sey Allah Pak bhi khush ho ta hy . per baat Jaayz ho .. apa ko to pata hay ky Jabir aur zalim Shaks kay aagy Khara ho jana bhi ISLAM ka aik nehyat hi IMP hisa hya

                at last ! aap sey ya kho ga ...... ky is forum ko jis soch .jis cheez aur jis mhanat sey banya hay .... is ko asa hi rakhya ga .... aaj ya Pagham aik chota sa Bachay ki manind hy ..... mein jaanta hu ky hamary ird gird bhot baray baray forum mojood hy .... laykin aap ki mahnat agr sadqat aur usi trha rahi jasi aap ny byaan ki hy to ya mera yaqeen rakhya ga kay Allah Pak INSHALAH aap ki Mhanat aur Pegham Team ki Mahnat ko rayga nhi ho nay dey ga .......

                Meri Naik khusishay , Naik duai , aap ky aur aap ki puri team ky saath hy

                Allah Pak aap sab ki dili taman puri karay Ameen

                FeaamnAllah
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                Comment


                • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

                  app ka interview par kar Mashallah buhat acha taaa
                  Last edited by *Hala*; 11 November 2005, 07:08.
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • Re: In The Spotlight ~*~ Masood ~*~

                    its nice to read ur intervew brother...u r really great..
                    ALLAH aap ko khush rakhy aur aap k ma'n kee wo wali murad pory kery

                    Comment

                    Working...
                    X