Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~* Spy009 *~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

    Originally posted by khurram_shaikh
    Assalaam o alekum,


    spy009 main bhi ek sawal poochnien ki jasarat ker rahaa to sawaal hai ke


    aap india mien nahin abroad mien job kerte hain aur wahaan aapkaa taqreeban her mulq ke logoon se waastaa paraa hoogaa aapnien unmien aur india mien rehnien waaloon mien kyaa farq mehsoos kiyaa ??
    Walekum Salam wa rahmatallah wa barkatahu
    Khurram bhai yeh kaisa baat kar diye ek sawal, jitni marzi utna poochheyi janab

    Jee haan apne mulk se bahar hoon aur kai mulkon ke logon se sabeqa pada, maine yeh paaya ke south Indian ke logon ko sirf Tamil Nadu, Kerela aur Andhra maaloom hai, iske elawa wo kuchh nahin jaantey, un se poocho to yeh nahin kahte ke India ke hain wo kahte hain Kerela ya Tamil Nadu ke hain. Agar 10 Indians ek jagah miley to unki 10 zubaaney hoti hain.
    Sabse zyadah loyal Filippino hotey hain, wo log achhey enjoy bhi kartey hain, unki ek zubaan hoti hai, Unki Embassy bhi strict and quick responser hotey hain. Sab se buri haalat hai wo hai Bangladeshiyon ki.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #92
      Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

      Originally posted by Ambreen
      spy bhayya....ager merey dubara ane tak aap ka interview jaari raha tu kuch sawalaat mein bhi keron gi ...
      Ambreen Bahan Kaisi ho...main aapko yeh dekh ker bahut khoosh hoon...itney dino ke baad...khair main samajhta hoon...waise jab bhi mauqa mile apni qeemti waqt yehan pe 1-2 minute ke liye ham logon ke liye bhi naikal den.

      Aapke dobara aaney tak interview naa bhi rahe to aap sawal zaroor poochhen bahna.
      Have a nice day:rose :rose
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #93
        Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

        Originally posted by ayesha
        :) aap ko jan ke boohat acha laga:D: :wave
        Shukriya:rose
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #94
          Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

          Originally posted by Masood
          Spy mujhey aap ki kuchh baton sey ikhtilaaf hai magar main aap ki sochon ki qadar karta hoon :) Bohat shukriyah.
          Janab agar koi mera words aapko naagwar guzra ho to uske liye mein mu'azrat khwa hoon.
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment


          • #95
            Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

            Originally posted by Spy009
            Zindagi say kabhi koi gila hova ?
            Jee kabhi nahin, zindagi ek ne'amat hai gila shikva kaisa

            ZIndagi ko lafzo may bayan karina
            akser asa hota hay kay chaltay chaltay koi mil jay or phir achanak bicher jay . per us kay ik pal milnay kay ahsasat hamesha yaad rhaain . aai shaqsiat kay abrya ay kuch batina

            Zindagi pyar ka geet hai, isse har waqt gana padta hai.
            Zindagi ki yehi reet hai, haar ke baad hi jeet hai.
            Chalte chaltey bason ya trainon pe aisa hota tha thode der ke liye koi shakhsiyat milti thi phir apni station pe aane pe wo utar jaati thi, main shahrukh khan ki tarah paagal thoden naa hoon ke apni chalte chalte ka truck le ke uska peechha karta.

            pyaar say dosti hoit hay ya dosti say pyaar hota hay ?
            Dono se

            inter net or dunyavi dosti may kiya farq hay
            Waisa hi jaise Birbal ka Khichdi...

            inter net per pyyaaar hosakta hay kiya
            Ho sakta hai bachchey thoda bade to ho jao.


            borai may ziada kashish hoti hay ya neki may
            Sach bolooon....burayi mein

            App kitnay Islami hay
            50%

            thanks for answers meee :clap:
            hmm abb or sawal pochta ho :eye:

            is dafa app kay knowledge ka exams hay ok :D

            Define chimistry
            define physics
            define computer
            define Me
            Meri 10 tarefian bhi karain
            http://www.genericviagra2015shop.com/

            Comment


            • #96
              Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

              Originally posted by Spy009
              To janab aap hi batayen naa...WERE ke baarey mein yeh present mein hone ke bajaye PAST kyon ban gaya...kya majbooriyan thein, kya khamiyan thein, ya kya burayiaan thein...

              try to find and change Past into Present...enjoy yaar zindagi ko khushgwar banana apne haath mein hai.
              jeeeeee sab meir hi kotahaYan hain aur theeeeen bhi
              Past ko present main nahi badal sakon ga dear........:)
              Allah

              Comment


              • #97
                Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                Originally posted by YAARAM
                jeeeeee sab meir hi kotahaYan hain aur theeeeen bhi
                Past ko present main nahi badal sakon ga dear........:)
                Don't worry
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #98
                  Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                  Originally posted by handsome
                  thanks for answers meee :clap:
                  hmm abb or sawal pochta ho :eye:

                  is dafa app kay knowledge ka exams hay ok :D

                  Define chimistry
                  define physics
                  define computer
                  define Me
                  Meri 10 tarefian bhi karain
                  Define chimistry
                  Chemistry (Elm Kemiya) Rasayan Shastra
                  Chem - is - try
                  chemistry wo science hai jisme especially atomic molecular ka structure, compositions, properties and reactions ki study kartey hain

                  Define physics
                  Physics (Elm Tebiyat) Bhotiki Shastra
                  Physics wo science hai jisme matter aur energy ki study kartey hain.

                  Define computer
                  Computer is a programmable electronic device that performs with high speed computes with logic and assembles, stores the datas.

                  Originally posted by handsome
                  Define Me
                  The man who says himself Handsome is Not Handsome

                  Originally posted by handsome
                  Meri 10 tarefian bhi karain
                  10 tareefon ka ek taareef :clap:

                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #99
                    Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                    Originally posted by Spy009

                    The man who says himself Handsome is Not Handsome



                    :lol :lol

                    Sorry Spy aap ek interview per main thora late ho gayi, magar inshallah chand ek sawal hain jo zaror keroo gi :D
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                      Originally posted by Saima Shaheen
                      :lol :lol

                      Sorry Spy aap ek interview per main thora late ho gayi, magar inshallah chand ek sawal hain jo zaror keroo gi :D
                      :tang: :tang: :tang:
                      http://www.genericviagra2015shop.com/

                      Comment


                      • Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                        Originally posted by Spy009
                        Define chimistry
                        Chemistry (Elm Kemiya) Rasayan Shastra
                        Chem - is - try
                        chemistry wo science hai jisme especially atomic molecular ka structure, compositions, properties and reactions ki study kartey hain

                        Define physics
                        Physics (Elm Tebiyat) Bhotiki Shastra
                        Physics wo science hai jisme matter aur energy ki study kartey hain.

                        Define computer
                        Computer is a programmable electronic device that performs with high speed computes with logic and assembles, stores the datas.



                        The man who says himself Handsome is Not Handsome



                        10 tareefon ka ek taareef :clap:
                        ya akhri jawab kesay jawab hainb:hathora app ko 10 may say 0 milay is dafa :tang:

                        chalain new sawa lpochta ho

                        :hathora <---ya is ko kun mar raha hay
                        :eye: <----- is ki tareef karina
                        :cc: <--- is kay sar may kitni juain hain
                        :tomato: <--- log isay timater kun mar rahy hain
                        :D <--- is nay konsay tooth past say dant saf kiya hain
                        http://www.genericviagra2015shop.com/

                        Comment


                        • Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                          Originally posted by Spy009



                          . (net ki meri pehli kamai thi).


                          Wow... is this true... man you are really lucky... aik aam si 2 Letter hotmail ki ID se aap ko itni bari amount mil gayi ! Aam tor par log koi important domain name register kara letay hain jis ki baad mein kisi company ko zarurat parti hai, leikin aaj kal bohat kum chance hota hai kyunke sab domains pehlay se reserved hotay hain... leikin hotmail ki ID to bilkul free hoti hai aur us par 5000 SR... great !

                          Comment


                          • Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                            Originally posted by Udaas
                            Wow... is this true... man you are really lucky... aik aam si 2 Letter hotmail ki ID se aap ko itni bari amount mil gayi ! Aam tor par log koi important domain name register kara letay hain jis ki baad mein kisi company ko zarurat parti hai, leikin aaj kal bohat kum chance hota hai kyunke sab domains pehlay se reserved hotay hain... leikin hotmail ki ID to bilkul free hoti hai aur us par 5000 SR... great !
                            Yes man, this Saudi man is a journalist.
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment


                            • Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                              Originally posted by handsome
                              ya akhri jawab kesay jawab hainb:hathora app ko 10 may say 0 milay is dafa :tang:

                              chalain new sawa lpochta ho

                              :hathora <---ya is ko kun mar raha hay
                              :eye: <----- is ki tareef karina
                              :cc: <--- is kay sar may kitni juain hain
                              :tomato: <--- log isay timater kun mar rahy hain
                              :D <--- is nay konsay tooth past say dant saf kiya hain

                              app ko 10 may say 0 milay is dafa :tang:
                              You're cute BOY, udaas kyon hotey ho, maine to 10 ko 1 line mein
                              likha

                              :hathora <---ya is ko kun mar raha hay
                              usney LADDU akele kha gaya

                              :eye: <----- is ki tareef karina
                              :zuban:

                              :cc: <--- is kay sar may kitni juain hain

                              Wo ganda bachcha nahin hai jo uskey sar pe juain ho, wo to
                              soch raha hai

                              :tomato: <--- log isay timater kun mar rahy hain
                              Mujhey to nahin lagta ke koi tamatar maar raha hai, wo to
                              tamatar kha raha hai, dekho to khaney ke baad hansta bhi
                              hai.

                              :D <--- is nay konsay tooth past say dant saf kiya hain
                              DEPRUDENT se
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment


                              • Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                                Originally posted by Spy009
                                6-apni ab tak ki zindagi sey kaun si aik aeysi baat seekhi hai jo aap hum sab sey kehna chahein gey?



                                Sona aag mein tapp kar kundan banta hai, jo log jitni thokren khatey hain, utney hi wo mazboot hota hai, utna hi wo lesson sikhta hai. Wahi log zindgi ko qareeb se dekhta hai. Maine apne aap per yaqin karen sikha, doosra koi nahi hota, doosra naam hi dhokha hai.
                                spy bhai aapka interview abhi thora sa hi parha hey magar aapkey khayalat bohat mature aur har cheez k barey main bohat wazeh nazaryat hain...achi lag rahi hain aapki batain magar khas tour par ye bat bohat achi lagi aapki :rose
                                Mehnat karo aur paa lo...begher jid o jahad k waqyee kuch nahi mila aur dosra waqyee koyi nahi.khush rahyie :rose




                                Comment

                                Working...
                                X