Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~* Spy009 *~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • In The Spotlight ~* Spy009 *~

    Asalam-o-Alikum

    Aaj Hum Spy009 ka Interview lein gay Ho sakhta hai buhat say log in ko jantey na hon :) is liyeah aghar koi in ko theek say nahin janta tu ab jaan lay ga :evilsmile Jee tu Spy009 hum aap ko WELCOME kartay hain yahaan :rose aur Rules wohi hian hamaray kay jab tak Meray Sawal mukamal na ho jein koi Sawal nahin poochay ga :) aur Sawal wohi kijyeah ga jis say kissi ki dil Azari na ho :)

    Khush rahyeah

    Wa.Salam

    Khawahish :rose

    Attached Files
    Zindagi Thak Gaye ..!!

  • #2
    Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

    Lijyeah Spy aap kay Sawal :rose

    1. Aap ka Naam ? Aap kay naam ka Matlab ?

    2.Tareekh-e-Paidaish Jay-e-Paidaish ?

    3.Shadi Shuda hian ya ghair Shadi Shuda ? aur Shadi ka kab tak irada hai ?

    4. Ghar main aap ko kis naam say bulaya jata hai ?

    5. Aap ki Taleem ?

    6. Ghar main sab say ziyada kis kay qareeb hian ?

    7. Behan Bhaiyo'n main aap ka number ?

    8. Aap ki koi Achievement ?

    9. Aapna Nick Spy009 kya Soch kar rakha ?

    10. Aap ki teen achi aur teen buri Aadaat ?

    11. Aghar Zindagi main khuch badalna chahein gay tu kya badlein gay ?

    12. Zindafi aik dar-ul-emteehan hai aap ka kya khayal hai ?
    Attached Files
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment

    • #3
      Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

      Very :welcome: SPY
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

        Originally posted by ~khawahish~

        Asslam Alaikum

        Shukriya خواهش صاحبه,
        lekin jawabat dene se pehle main kuchh arz karna chahta hoon

        First of all ke mere system mein

        Second meri urdu utni achhi nahin hai, kahin bhoole bhatke kuchh spell mistake ho jaye to please igonore kar denge.

        Third main weekend Thursday-Friday off rahoonga,
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #5
          Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

          Originally posted by Spy009
          Asslam Alaikum

          Shukriya خواهش صاحبه,
          lekin jawabat dene se pehle main kuchh arz karna chahta hoon

          First of all ke mere system mein

          Second meri urdu utni achhi nahin hai, kahin bhoole bhatke kuchh spell mistake ho jaye to please igonore kar denge.

          Third main weekend Thursday-Friday off rahoonga,
          Aap apney jawabaat ROMAN hi mein dey dijiye aur koi baat nahin ham samajh jaein ge :D :D :D
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

            Originally posted by ~khawahish~
            Lijyeah Spy aap kay Sawal :rose

            1. Aap ka Naam ? Aap kay naam ka Matlab ?

            2.Tareekh-e-Paidaish Jay-e-Paidaish ?

            3.Shadi Shuda hian ya ghair Shadi Shuda ? aur Shadi ka kab tak irada hai ?

            4. Ghar main aap ko kis naam say bulaya jata hai ?

            5. Aap ki Taleem ?

            6. Ghar main sab say ziyada kis kay qareeb hian ?

            7. Behan Bhaiyo'n main aap ka number ?

            8. Aap ki koi Achievement ?

            9. Aapna Nick Spy009 kya Soch kar rakha ?

            10. Aap ki teen achi aur teen buri Aadaat ?

            11. Aghar Zindagi main khuch badalna chahein gay tu kya badlein gay ?

            12. Zindafi aik dar-ul-emteehan hai aap ka kya khayal hai ?

            Lijyeah Spy aap kay Sawal :rose

            Aapke sawalon ke jawab hazir hai,
            1. Aap ka Naam ? Aap kay naam ka Matlab ?
            Mera naam

            2.Tareekh-e-Paidaish Jay-e-Paidaish ?
            March 19, 1977,
            Giridih Dist. Suba Jharkhand

            3.Shadi Shuda hian ya ghair Shadi Shuda ? aur Shadi ka kab tak irada hai ?
            Abhi tak to azad parinda hoon, shaadi ek bandahn jaisa lagta hai, I think ke shaadi ke baad kuchh zyadah hi responsibility job nibhani padegi, ab tak ghar walon ke ilteja ansuna karte aaya hoon, lagta hai ab baat man.ni padegi. koi qabool-e-surat (but khoob seerat wali) mil gayi to insha Allah 2006 mein irada hai.

            4. Ghar main aap ko kis naam say bulaya jata hai ?
            Mere asli naam se

            5. Aap ki Taleem ?
            Graduation (Economics).

            Post graduate mera incomplete rah gaya, AMU (Aligarh Muslim University) mein dakhla liya tha, first semester bhi complete nahin huwa ke kuchh personal rukawaten aa gayi jis se PG incomplete rah gaya.

            6. Ghar main sab say ziyada kis kay qareeb hian ?

            7. Behan Bhaiyo'n main aap ka number ?
            Awwal

            8. Aap ki koi Achievement ?

            9. Aapna Nick Spy009 kya Soch kar rakha ?

            Interesting story, with 2 reasons.

            10. Aap ki teen achi aur teen buri Aadaat ?
            Buri aadaten to main nahin bata sakta, yeh to dusre hazraat hi bata sakte hain ke mere andar kya kya khamiyan hain, ho sakta ho ke meri pasand dusre ko bura lage, haan jhoot baat, gandagi aur naa insaafi se mujhe bahut chidh hai shayad yehi meri buri aadat ho,

            11. Aghar Zindagi main khuch badalna chahein gay tu kya badlein gay ?
            Zehan to thik hai, dimagh bhi thik hai, waqt ke saath chalta hoon, waqt jidhar le jaayega saath chaloonga, kuchh aisi ghalti nahin karoonga ke koi mere peechhay ungli uthaye. Agar badalne ki baat huwi to Gharibon aur be sahara logon ko madad karoonga aur education ke field mei kaam karoonga.

            12. Zindafi aik dar-ul-emteehan hai aap ka kya khayal hai ?

            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #7
              Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

              hmmmmmmm maghar Naam hi aap ki pehchaan hota hai :) aap kay Naam chupaney ki waja mujhay samjh nahin ayi :)

              3.Shadi Shuda hian ya ghair Shadi Shuda ? aur Shadi ka kab tak irada hai ?
              Abhi tak to azad parinda hoon, shaadi ek bandahn jaisa lagta hai, I think ke shaadi ke baad kuchh zyadah hi responsibility job nibhani padegi, ab tak ghar walon ke ilteja ansuna karte aaya hoon, lagta hai ab baat man.ni padegi. koi qabool-e-surat (but khoob seerat wali) mil gayi to insha Allah 2006 mein irada hai.
              hmmmmm Chalein Dua hai kay jesse larki aap chahtay ho wesse aap ko milley aur Jald -az-Jald Aap ki Shdai ho InshAllah :rose

              Very good :rose

              Ahaan Waqai buhat Interesting Story hai :-?

              khair yeh tu mat kahein aap kay Achi Adat koi nahin hai har insaan main achi buri donod adatein hoti hai :ss

              beshak :rose
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment

              • #8
                Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                spy jee aap ke bare main jaan kar acha laga :)
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                  welcome spy009 aap ke bare me parh kar acha laga ,mere net ki tabeyat theek ho jae then inshallah me bhi kuch sawal le kar hazer hun gi.

                  Comment

                  • #10
                    Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                    Originally posted by Masood
                    Aap apney jawabaat ROMAN hi mein dey dijiye aur koi baat nahin ham samajh jaein ge :D :D :D
                    Shukriya
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment

                    • #11
                      Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                      Originally posted by YAARAM
                      spy jee aap ke bare main jaan kar acha laga :)
                      Mere baare mein jaan kar achha laga :-) ...Thanks Adnan
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #12
                        Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                        Originally posted by shy
                        welcome spy009 aap ke bare me parh kar acha laga ,mere net ki tabeyat theek ho jae then inshallah me bhi kuch sawal le kar hazer hun gi.
                        Net ki tabiyat thik nahin hai, kisi doctor se dikhayen...aur jab aap ke net ki recovery ho jaye to zaroor zaroor apne sawal rakhen.
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment

                        • #13
                          Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                          Lijyeah Spy aap kay Sawalat ka Dosra hisa :)

                          13. Passandeeda Phool ?

                          14. Passandeeda Mausam ?

                          15. Passandeeda Gulukar ya Gulukara ?

                          16. Passandeeda mashroob ?

                          17. Passandeeda Khana ?

                          18. Passandeeda Sha'ir Ya Adeeb ?

                          19. Passandeeda Nazm , Ghazal ya Shair ?

                          20. Kitabein partay hian ? aghar haan tu kis kisam ki kitabein shoq say partay hian ?

                          21. Koi aise Nazm ya Ghazal jo aap ko lagey aap ki aksai karti ho ?

                          22. Aap ka Star ? aur kya aap Stars par Yaqeen rakhtay hian ?

                          23. Farig waqat kessay guzatey hian ?
                          Attached Files
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                            Spy jaldi sey jawab dein phir hum ney apney hissey ker sawal kerney hein :P
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~

                              Originally posted by ~khawahish~
                              Lijyeah Spy aap kay Sawalat ka Dosra hisa :)

                              13. Passandeeda Phool ?

                              14. Passandeeda Mausam ?

                              15. Passandeeda Gulukar ya Gulukara ?

                              16. Passandeeda mashroob ?

                              17. Passandeeda Khana ?

                              18. Passandeeda Sha'ir Ya Adeeb ?

                              19. Passandeeda Nazm , Ghazal ya Shair ?

                              20. Kitabein partay hian ? aghar haan tu kis kisam ki kitabein shoq say partay hian ?

                              21. Koi aise Nazm ya Ghazal jo aap ko lagey aap ki aksai karti ho ?

                              22. Aap ka Star ? aur kya aap Stars par Yaqeen rakhtay hian ?

                              23. Farig waqat kessay guzatey hian ?

                              Lijiye jawabaat haazir hain

                              13. Pasandeeda Phool ?

                              Gulab

                              14. Pasandeeda Mausam
                              Sardi ka, I love winter season. Iss season mein raatein lambi hoti hain, der tak lehaaf odh kar soney ka jaisa lutf Sardi mein milta hai wo kisi aur mausam mein kahan. Sweater, jacket, suit-boot mein har waqt aadmi shehazada bana rahta hai. Khane ke liye tarah tarah ki hari hari sabziyan bhi issi mausam mein milti hain, Sardi ke mausam mein subah ki sair aur subah subah bus ka safar karna bhi bahut achha lagta hai.

                              15. Pasandeeda Gulukar ya Gulukara
                              Lata Mangeshkar, (daadi Amma) ke naye purane sabhi gaye huwe songs mujhe pasand hai, Main ne inke lagbhag 1500 pasandeeda songs collect kiye hain. Gulukar mein koi nahin hai, jab song sun.ne ke liye hosh sambhala to best singers iss duniya se rukhsat ho chuke thay, phir bhi Mohammad Rafi, Kishore Kumar and Mukesh ke evergreen songs mere paas collected hain, jise mein fursat ke lamhon mein suntan hoon.

                              16. Pasandeed Mashroob ?
                              Orange Juice

                              17. Pasandeed Khana ?
                              Khane mein koi khaas nahin, naak bhonw nahi sikudta, jo milta hai Allah ka shukriya ada karke kha leta hoon.

                              18. Pasandeeda Shair (poet) ya Adeeb

                              Pasandeeda shair (poet ) to nahin, agar kisi ka naam yun hi likh doon to sarasar wo be imaani hogi. Adeeb, Safah ko padhtey jayen aur saamne tasveer ubharti jaye, zuban lachhedar na ho hamari roz marrah ki zindgi mein istemaal hone wali zuban ho, aur kahani apne saamen ghume, wo hai Prem Chand (Munshi Dhanpat Rai Prem Chand). Pasand karne ki khas wajah yeh hai ke inki jitni bhi kahani, afsaney, novels (Jaise Idgaah, Bade Ghar Ki Beti, Lottery, Poos Ki Raat, Godan, Sewa Sadan) huwe usme main apna bachpan talash karta hoon, aur wo milta bhi hai.
                              Last edited by Spy009; 3 September 2005, 08:41.
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment

                              Working...
                              X