Re: In The Spotlight ~* Spy009 *~
Walekum Salam Wa Rahmatallah Wa Barkatahu
Jawabat dene ki koshish kar raha hoon...
1) Islam aur Watniyat; inki aapis mein kya haqeeqat hai?
Mere nazar mein Habb ul watan first then Islam, ham agar watan mein hain hamari watan ki pehchan hai to we can do practising of religion, tabhi mazhab ki bhi azadi hai, Jehad sirf islam ke liye hi nahin watan ke liye bhi hona chahiye.
2) Kya mojoodah duniya mein KHILAFAT qaeem ki ja sakti hai? Agar ki jaa sakti hai to uskey asbaab kya honey chahiye?
3) Suneney mein aaya hai keh Hindustan key kuchh elaqo mein muslim larkiyon ko hindu larkon sey biyaha jata hai, kya yeh jaiz hai?
agar main yaad karoon aur thodi der ke liye apne shahar ke ilaqon pe nazar daaloon to hindu gharon ki betiyan muslim gharon ki bahu bani huwi hain.
4) Hindustan key aik muddabbar ka kehna hai keh Hindustan mein Islam mukamil aazad hai, aap is per kya kahein ge?
5) Tsunami ka jo waqeya huwa tha, us mein sab sey bada nuqsaan Indonesia ka huwa tha jahan per muslim ki aksariyyat thi. Kuchh logon ka kehna hai keh ham musalmano ney Thailand waghera mein Islam ka pegham nahin dey sakey jiski wajah sey itna bada hadisa huwa hai. Aaap kya kehtey hain?
Agar Thailand (Buddhist Country) mein Islam ka pegham pahunch jata to kya Indonesia (Muslim country) mein Tsunami nahi aata, Jabke nuqsaan to Thailand ka sab se kam hai.
Itna to main jaanta hoon ke jahan burayi phailti hai wahan Allah ka qahar naazil hota hai, qahar naazil hone ka shakal chahey jaisa bhi ho. Mere kuchh colleague ne aise logon se tehqiqat kiye jo indonesian citizens thay, unka kahna tha ke sabse bada nuqsan Indonesia ke Aceh mein huwa, wahan Islam to tha, lekin burayian "western wali" thein.
Originally posted by Masood
Assalamo allaikum Spy
Walekum Salam Wa Rahmatallah Wa Barkatahu
Meri janib sey kuchh sawalaat hain, unka jawab nawaz dein:

Comment