Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Shairana Bait Bazi ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

    yeh baat wazeh hai aey dil tera yahan koi sahara nahin
    beech bhanwar woh nao hai tu jiska koi kinara nahin
    dabo dey ab yeh kashtee-e-doraan iskey siwa koi chara nahin
    hamein koi chahey ga kyun ker is chaman mein koi hamara nahin
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #77
      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

      najnay kyun nahi kehta, KIya darata hay zamanay say
      Huma wo shukhs jo gosha nasheen hay ek zamanay say
      Muhabbat Oss ko hay jiss say ossay kehnay say ozar kaisa
      Bahrossa khud pay nahi shayd ,jo nalan hay Zamanay say

      Comment


      • #78
        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

        yaad mein teri ashkon ka hai ik karwaan rawaan
        aa dikhaoun tujko keh kaisey dil huwa dhuwan dhuwan
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #79
          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

          nazuk say koi jazbay, nazuk say kai rishtay
          daytay hein nai oljhan , anjam purana hay

          Comment


          • #80
            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

            yeh wohi dildaar hai jiskey dil key liyey
            ho key rah gaey ham, takhta-e-dar key
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #81
              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

              yeh yaad dilaya keh hamein tukht mila tha
              haan oss pay tangi saif hee oss ka sila tha
              bass ho gay huma naalan onnhi say aaj hum
              thee ass jinko k rooh ki ghulami oss ka sila tha

              Comment


              • #82
                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                unhein to bichhrey muddat hui, ab khiyalon mein bhi nahin aatey
                aaj phir nigahon key samney ik soorat-e-jamaali kyun hai
                ab kaisey laut key aa saktey hain woh sama'at Masood
                ik aadat si intizaar ki tu ney bnali kyun hai?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #83
                  Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                  yeh dastoor tehra hay , yeh hay rasmein insani moasam ki
                  jo aatay hein kabhi jaaray, tu dhoop yaad aati hay

                  Comment


                  • #84
                    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                    :D

                    yaad hai mujh ko kuchh arsa pehley ki baat
                    dekha tha tujhko sapney mein pyar ki raat
                    merey hathon mein tha tera chehra sundar
                    aarzu'oun ka tufaan macha dil key ander
                    terey paoun peh jis dam rakhey main ney paoun
                    merey honton key paas aa main tujhko sunaoun
                    ik pyar ka fasana, ik pyar ka sawaal :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #85
                      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                      Lafzoun ka roop kahin daykha?
                      nahi tu Aae'yna daykho...
                      tumhein mil jaey ga woh pal
                      k jiss mein jee k jano gay
                      k jeewan kaisay jeetay hein..
                      k ...baharein kaisi jalti hein
                      k ..khizan mein khusk patoun k hamrah..
                      dil kaisay kuchlay jaatay hein.....
                      Lafzoun ka Roop kabhi Aae'yno mein dhoodh lo tu..
                      Sab batiyan gul kar dayna....
                      k ..kahin zukhmi na ho jao....
                      kahin ...ek aur dukh ki aag tum ko na jhlusaaa day..
                      LAfzoun ka Roop.........kahin daykha hay????????????????????

                      Comment


                      • #86
                        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                        Originally posted by Gul View Post
                        Lafzoun ka roop kahin daykha?
                        nahi tu Aae'yna daykho...
                        tumhein mil jaey ga woh pal
                        k jiss mein jee k jano gay
                        k jeewan kaisay jeetay hein..
                        k ...baharein kaisi jalti hein
                        k ..khizan mein khusk patoun k hamrah..
                        dil kaisay kuchlay jaatay hein.....
                        Lafzoun ka Roop kabhi Aae'yno mein dhoodh lo tu..
                        Sab batiyan gul kar dayna....
                        k ..kahin zukhmi na ho jao....
                        kahin ...ek aur dukh ki aag tum ko na jhlusaaa day..
                        LAfzoun ka Roop.........kahin daykha hay????????????????????
                        Speechless
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #87
                          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                          Aaik Neya shair:

                          Ab key tum miley ho aankhon mein shabnam liyey
                          dard ka karb liyey, wafaoun ka bharam liyey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #88
                            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                            Yahaan se wahan tak, DIL main tum hi tum ho
                            Bhoolayen b to kis terha, zindagi ki wajhaye tum ho
                            Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                            Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                            Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                            Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                            Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                            Comment


                            • #89
                              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~


                              Woh kyun nahi pehlay sa apnaa laga mujhay
                              Yadoun kay dareechoun ki shabeeh aur thee huma

                              Comment


                              • #90
                                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                                Originally posted by Masood View Post
                                Speechless

                                iss ko kiya kahiyay :)

                                Comment

                                Working...
                                X