Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Shairana Bait Bazi ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

    Yakin-o-bay-yakini ki chukhat per hain kharay
    Kabhi to tu humayen pukhta aitebar day

    Tera naram o mulaiym raviya janaaN
    Meray lehjaye ko baywajha khumar day

    "yeh" .....again :)
    Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
    Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
    Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
    Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
    Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

    Comment


    • #32
      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

      Yaad sai ankhon main ashk k darye utar gai
      abb to apnay sai ko daikh kar ham khud dar gai

      Ray_0f_Hope

      Comment


      • #33
        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

        Yaad aata hay mujhay ab woh zamana-e-GHUM
        jab koi yaad na thee aur koi fikr( Parwah) na thaa
        Kho-ay rehtay thay kissi khab aur khiyaloun mein
        rooh mein tu tha bass lab pay jo koi zikr na thaa
        hai kia kijay oss ko hee khain kho baythay
        JIn ko chahaa tha par izhar ka koi fikr( khiyal) na thaa


        alif !

        Comment


        • #34
          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

          aag lagey us chaman ko jiska nigehbaan na ho
          kaash koi mujh jaisa be'sar-o-samaan na ho
          yeh be'basi, majboori aur tanhaii azzab hai
          khuda karey keh duniya mein koi bald-e-sunsaan na ho


          Wao
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

            wahan pay hay piyam-e-zindgee ki inteha loago
            jahan pay hum nay sansoon say mitaya onnki khushboo ko

            Comment


            • #36
              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

              wafaoun ka sabaq kis sey seekhoon aey Masood
              jis mehfil mein geya, bewafaiyon ka mazhar samney tha


              alif
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                Abhi zukhmoun ko jeena tha, abhi say zabta kyun tora
                abhi aaghaz-e-Muhabbat hay array kuch zukhm tu hongay

                Comment


                • #38
                  Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                  yeh kis muqaam peh ley aai muhabbat ham ko
                  moheet sadiyon per hain yahan faasley bahar key
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                    Yeh Tera naram o mulaiym raviya janaaN
                    Meray lehjaye ko baywajha khumar day

                    Usay phoolo'n ki basti bana dalyen, jo
                    Tu apnay DIL pay thora sa ikhtiyar day
                    Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                    Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                    Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                    Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                    Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                      Doori Ho Gai Hai Teray Meray Jismoon Main
                      Rooh Ban Ker Hum Milain Gay Asman Ki Jannat Main.
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment


                      • #41
                        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                        NIgha ek sarsari C say jo dyakha onn nay iss janib
                        hamray dil kaa Aalam kia howa ab kaisay batla-ein=

                        Comment


                        • #42
                          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                          Nam hain teri aankhein, afsurdah hai mera dil kyun?
                          na'umeedi kufr hai ho gi rehmat ki baraan tu bhi dekh
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                            hum nay jabar say nahi Zabt say hee rabitaa rakha
                            Woh raaaz yeh paaein gay magar kho janay kay baad
                            hamari sha-eri mein tu SAAHIR ka sahar bhi nahi
                            rakhay ga koan yaad yehan huma~ ko janay kay baad

                            Comment


                            • #44
                              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                              Originally posted by Gul View Post
                              hum nay jabar say nahi Zabt say hee rabitaa rakha
                              Woh raaaz yeh paaein gay magar kho janay kay baad
                              hamari sha-eri mein tu SAAHIR ka sahar bhi nahi
                              rakhay ga koan yaad yehan huma~ ko janay kay baad
                              :clap: :clap: :tasali: main rakhoon ga - don't worry


                              Duniya ki rang barangi maujon mein gharq ho geya
                              jissey taqdeer ney daboya woh safeena-e-be'rahbar hoon main

                              Noon
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                                :)
                                nishtar chbha tu dard ka izhar kar gay
                                hum nay kaiya inkar wo IQRAR kar gay
                                hum nay saha hay dukh wafa ka buhat huma~
                                jan keh key woh b dil o jaaan per waar kar gay

                                Comment

                                Working...
                                X