Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Shairana Bait Bazi ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

    Yaad jo aaya ik waqeya to zakhmon key munh khul gaey
    itna baha khoon-e-jiggar keh ilzaam sab dhul gaey
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #47
      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

      yaran-e-safar nay kaha, onn nay kaha, tum nay kaha
      lo aaj phir hum zukhm-e-dil ko lay kay koi yaaar chalay

      Comment

      • #48
        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

        yaad-e-maazi ki daastan mat pooch keh is rudaad mein
        wasal ka aik hi baab hai aur hijar key abwaab hain
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #49
          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

          nadaniyun ka aalam, tanhaiyun kay badal
          aatay hein hum pay aksar, garcheh hein gulistan mein

          Comment

          • #50
            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

            Na talab hasil ki hai mujhey aur na tamana manzil ki
            yeh chaman ka hai khizaoun ka, yahan mehfil-e-bahar tang hai
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #51
              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

              yeh rang ajab daykha hum nay zamanay ka,
              paaoun mein baairi ko kehtay hein payal bhi
              haan dil ko yeh samjhay thay nadaniyun ka aangan
              ho jata hay magar daykhein yeh kaisay ghyayl bhi

              Comment

              • #52
                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                yeh baat na kar keh yeh baat mushkil hai namumkin hai
                terey haath mein hai aey bandah-e-khuda, kitab-e-khuda
                woh chand peh jaa pohanchey tu jinka muqillad hai
                aey ummat-e-Rasool zara apni ghairat jagga
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #53
                  Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                  :)
                  Anjan see bhi thee aur nadan c bhi thee
                  woh larki buhat masoom c hayran c bhi thee
                  kuch hosh nahi tha keh kahan kho gai thee woh
                  jngle mein thee ya jugg mein, paryshan C bhi thee
                  phir aa giya tha koi parizad ki manind
                  baygangi thee oss say , magar pehchan C bhi thee
                  masoomiyat say dil nay laga lee thee oss say lo
                  madhosh howi rangoun mein jin say anjan c b thee

                  phir yun howa keh charagar hee day giya wo ghum
                  deykha huma ab oss ki aankhein veeran c bhi thee

                  Comment

                  • #54
                    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                    Originally posted by Gul View Post

                    :) :wk :zuban:

                    yahan sey jaa na sako gi gar tu ney yahan qadam rakha
                    bhool na jana woh din jab tu ney mujhey sanam rakha
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #55
                      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                      :):salam:

                      Aay zindgee ki guzartay howay pal ek lamha tehrna!
                      onn nay liya hay naam-e-wafa Mudatoun kay baad:)

                      Comment

                      • #56
                        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                        Originally posted by Gul View Post
                        :):salam:

                        Aay zindgee ki guzartay howay pal ek lamha tehrna!
                        onn nay liya hay naam-e-wafa Mudatoun kay baad:)
                        :mm:

                        dil sad chaak ma ast manind-e-aainah
                        tuj jaisa sheeshagar kisi ka dilstaan na ho
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #57
                          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                          :)

                          wapis chaley hee jaein gay jo onhein hay aynoun ka dar
                          Hum tu chupa rahay thay khud ko ek pathar nigha say

                          Comment

                          • #58
                            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                            Yaar key maikadey sey jaam bhi na mil saka
                            subah bhi na mil saka woh sar-e-shaam bhi na mil saka
                            ham to badey shoq sey gaey they uskey maikhaney
                            woh bih na mila hamein uska naam bhi na mil saka
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #59
                              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                              onhein hay dar lutnay ka k jin nay loota hay ek zamana
                              kabhi chaira ulja koi nughma, kabhi duhara kay dard purana

                              Comment

                              • #60
                                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                                Yun to samajhtey hain sab khud ko haseen zamaney mein
                                pukara jab pyar sey to koi gulfaam bhi na mil saka :)
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X