Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Shairana Bait Bazi ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

    Haan Zindgee ka saath hay , aur dard bhi chaltay hein sath
    Hum ko inti hay khabar keh phool bhi jalay hein soraj kay sath

    Comment


    • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

      Ham door bohat, huwa qasoor bohat, tumhein paa ker bhi ham paa na sakey
      teri yaad staey, dil dooba jaey, ik baar to dey jao darshan gori :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

        Yadoun kay dareechoun say , Bulata hay huma~ koi
        Hay aik sargoshi see , hay un-suni see dhrakan
        Last edited by Gul; 14 November 2006, 17:11.

        Comment


        • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

          naag sey kaali zulfein unki bohat bad'khu hain
          laakh sanwara unki zulf ko magar kham rahi
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

            یکے از مِثال کی صورت ، زندگی ہے وبال کی صورت
            آئینہ ہے دم بخود ہم پے، ہو گئی کیا جمال کی صورت

            Comment


            • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

              teri yaad ney kiya hai dil ko beqrar bohat
              tujhey bhooj jana bhi isey dushwar bohat
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                تشنہ لب لوٹے ہیں ہم آج اُس نگر سے
                کہتےہیں ابرِ آب دار جِس نگر میں تھے

                fil-badeeh
                Last edited by Gul; 14 November 2006, 18:12.

                Comment


                • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                  yahi alfaaz terey sher ban kar yaad aathey hain
                  keh humko shikwa karney ke bohoth aadaab aathey hain
                  mosam-i-hijr mey bhi jaan duaaeyen lethey jaana
                  kia majnoon kia farhaad hamaarey baad aathey hain


                  rehman mujahid

                  next noon
                  Last edited by Mujahid Khan; 10 March 2007, 16:59.

                  Comment


                  • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                    negay mardy moman sy badal jati hai takdery
                    jo ho zoky yaken peda to kat jati hai zanjery

                    Comment


                    • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                      یہاں پے ربط ہے سب ضبط کا اور کُچھ نہیں جیون
                      کبھی جو ہو بُہت اپنا،،، وہی کل غیر ہو جائے
                      ہما
                      Last edited by Gul; 15 March 2007, 22:59.

                      Comment


                      • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                        Ye hum se nahin hoga her bar
                        tujhy dekh ker nazer-andaz ker dena..

                        Comment


                        • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                          aik baar tho zehmat yeh uthhaani hogi
                          humain roodaad-i-shikayat jub sunani hogi

                          Comment


                          • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                            ye gilye ye shikway apno se hum kia nahin kerty
                            khawabon ki dunya mein hum jia nahin kerty
                            Last edited by ahsaas; 24 May 2007, 17:55.

                            Comment


                            • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                              yeh tera ghuroor takabbur tujeh giraa dega
                              piar karna tujeh khud waqt he sikhha dega

                              Comment


                              • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                                Us lamhey ka betabi se intizar hai hamein
                                jis lamhye mein log zindagi ji lya kerty hein
                                :)

                                Comment

                                Working...
                                X