Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Shairana Bait Bazi ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

    Last edited by Gul; 24 May 2007, 22:26.

    Comment


    • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

      yaqeenan unko bhi yad hamari satati ho gi
      Rat k is paher Uth k Chand dekhty hon gy

      Comment


      • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

        yaad ke zakhm ab silaney haiN
        naqsh dil se sabhi miTaaney haiN

        Comment


        • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

          Nahin khailty hum kabhi lafzon se
          akser moqon per ye bhi sath chor dety hein

          Comment


          • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

            Narm lehja thaa aur andaz lubhaney wala
            Bhoolta hi nahiN woh sakhs bhulaney wala

            Comment


            • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

              Ik roz hum bhi aise roth jayein gy
              is dunya k jhamelon mein wapis nahin ayen gy
              de ker jayein gy zamany ki her khushi unko
              k hoga koe gum, phir bhi woh muskurayen gy
              Last edited by ahsaas; 26 May 2007, 12:49.

              Comment


              • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                ye baath achchih nahi kahi hai roothh jaaney ki
                hum ney socha hai tum say umr bhar nibhane ki
                mera sub kuch ho tum khushi ho mera ghum bhi ho
                jo tum na ho kia zaroorat hai muskuraaney ki

                Comment


                • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                  yahan Her muskurahat mein MUSKAN chupi nahin hoti
                  hazar khushion mein her khushi pori nahin hoti
                  hamein tou jana hai aur chaley hi jaein gey
                  lab se nikli hui her dua bhi poori nahin hoti
                  Last edited by ahsaas; 26 May 2007, 15:01.

                  Comment


                  • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                    lub sey nikli hui her baath asar rakhti hai
                    dil ko tukrdey bhi kai baar yeh kar sakti hai
                    tum ko jana hai chali jao muskura k magar
                    isssey dunya merey dil ki bhi bhikar sakti hai

                    Comment


                    • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                      youn tou hamari gumon se dosti hai
                      khushion se ziada ye sath rahty hein
                      khushi tou sab ko dikh jati hai
                      gum chupky se anson mein bahty hein

                      Comment


                      • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                        ghumon ki dosti say aap ko hum maanglaingen
                        meri jholi may her khushi ko baahum baantlaingen
                        apni aankhhon ko aansuon say sada saaf kar dho
                        zeesth baaqi ko pursukoon sunam kaatlaingen

                        Comment


                        • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                          Ye zindagi katna nahin ,jeena chahty hein hum
                          Kisi k gum ly ker, khushiyan dena chahty hein hum
                          Tanhai mein baith ker jisy sochty rahty hein
                          Us k Sab andaz-o-biyaan apnana chahty hein hum
                          Last edited by ahsaas; 27 May 2007, 11:15.

                          Comment


                          • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                            yeh hui na baath hai zindagi jeeney ka naam
                            khushiunn ko baantna ghum sirf lainey ka naam
                            aap humaari chaah may jo istarah sochtey rahai
                            piar muhabbat aik haath lainey ka aur dainey ka naam

                            Comment


                            • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                              kia kisi bhi lafz se start ker sakty hein ya last end word se start kerna zarori hai???

                              Comment


                              • Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                                Zindgi naam ho jati hai, kisi k, bagair bataye
                                door rahna kion katthan ho jata hai, koe ye btlaye
                                nahin hai ab berdashat hum mein ye sab sahny ki
                                na karein woh hum se ye salook, koe unko ye samjhye

                                Comment

                                Working...
                                X