Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Shairana Bait Bazi ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

    Aasan nahi hay dyakhna rukh-e-yaar ko Huma
    Dil pay nigah dal kay khush ho jaya kija-ay:)

    Comment


    • #62
      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

      Originally posted by Gul View Post
      Aasan nahi hay dyakhna rukh-e-yaar ko Huma
      Dil pay nigah dal kay khush ho jaya kija-ay:)
      achha ji aisa hi karien gey :p


      Yahan bhi guzrey jo lamha intizaar ka hai
      yahan bhi maujood dhoka pyar ka hai
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #63
        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

        yun keh diya zindgee ko freb
        kuch tu pass-e-wafa kiya hota
        hum nay manga nahi tha koi sila
        na hum ko yun khafa kiya hota

        Comment


        • #64
          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

          insaan jo sochta hai qismat mein woh nahin
          mehboob jo chahta hai muhabbat mein woh nahin
          bohat si aasein lagata hai woh apni taqdeer sey
          khawab jo dekhta hai haqeeqat mein woh nahin
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #65
            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

            :)

            na rishta-e-wafa koi nibhana chaha
            na hee ko ghum tum ko batana chaha
            haan magar chaha k bataein keh hein kitab aisi
            k jiss say harf-e-wasal sab nay mitana chaha

            Comment


            • #66
              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

              aa gaii hai phir wohi shab-e-gham aaj bhi
              kat hi jaey gi yeh shab-e-gham aaj bhi
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #67
                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                yeh dil ka Moamla hay yaa sirf sher goi hay :)
                hum ko zara tafseel say sab kuch bata-eyay..........:):):)

                Comment


                • #68
                  Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                  yeh yaad kis ki aai keh chashm tar ho gaii
                  ayyan bheegi palkon sey TU agar ho gaii
                  kya kahein gey duniya waley, socha hai kabhi?
                  bhool ker beech bhanwar mujko khud sahil per ho gaii
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #69
                    Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                    yun jo ruka tha khud ko keh kuch na bolien gay
                    aaj oss dard ko nibhaya tu hamein yaad aaya
                    ek baydard jiss ko keh wada nibhanay ka kaha
                    aur inkar par wo aynay mein Azurda aks yaad aaya

                    Comment


                    • #70
                      Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                      ik shama ki manind merey dil mein afroz ho tum
                      soch bankey merey zehan mein aai, imroz ho tum :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #71
                        Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                        maaana keh hein alfaz pay aboor aap ko
                        hum keh rahein dil ki na keh KITAB kee:)

                        Comment


                        • #72
                          Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                          yeh tera andaaz-e-biyaan yeh tera andaaz-e-tabassum
                          yeh mere muqadar ka imtihan, yeh mere hosley ka bharam :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #73
                            Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                            mehman howay hein aaj ..janay kahan houn kal
                            kiyun ghabra rahay hein ap , hamein kuch bhi na chahiyay:)

                            Comment


                            • #74
                              Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                              yeh husn waley itney mut'kaber kyun hotey hain ya Khuda
                              shayid inhein nahin patah keh takabbur hai buri bala
                              nahin karta pasand khuda takabbur karney waley ko
                              takabbur kar deta hai apney sey apney ko juda
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #75
                                Re: ~ Shairana Bait Bazi ~

                                adaab bhool gay thay zamanay kay
                                hum tu laga kiyay rasm ek nibhanay kay
                                ab kia k koooch kijay-ay huma yan say
                                khul gay hein sab SAHAR iss zamanay kay

                                Comment

                                Working...
                                X