Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

    Aye Khuda Tone MOhabat Ya Banaee Kyon Hai,
    Gar Banaee To Mohabat Mein Judaee Kyon Hai,


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

      But'too Sey tujhe umeedain Khuda se no-umeedi
      Mujhey bata tu sahi aur kafiri kiya hai

      (ALLAMA IQBAL)


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

        Tujhe is sey ziyada koi samjha hi nahi sakta
        Khuda woh hai jo hadd-e-aqal main aa hi nahi sakta

        (Josh Malih Abadi)


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

          Khudaa ne ham ko bhulaa diyaa hai
          hamaare dushman sanam hu’e haiN

          Muhammad Alvi


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

            Khuda k waastey parda na kaabey se uthaa zalim
            kahin aisa na ho yaan b wohi kafir sanam nikley


            (ghalib


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

              kashtii-e-jaaN to bhanvar meN hai ka’ii barsoN se
              ai Khudaa ab to Dubo de yaa kinaaraa laa de


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                Meinay Chaha Usey,
                Usney Chaha Kase Aur Ko,
                Khuda Karay Jasa Usney Chaha,
                Wo chahay Kase Aur Ko,


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                  sun li jo khuda ne wo dua tum to nahen ho
                  darwaze pe dastak ki tum to nahen ho


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                    Na Tera Khuda Koi Aur Hai,
                    Na Mera Khuda Koi Aur Hai,
                    Ya Jo Rastay Hai Juda Juda
                    Ya Mamla Koi Aur Hai,


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                      Khilenge phool nazar ke sahar ki bahon mein
                      Dukhe dilon ko isi aas ka sahara hai
                      Khuda tumhara nahin hai khuda hamara hai
                      Use zameen pe yeh zulm kab gawara hai


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                        na tu khuda hai na mera ishq farishtoon jaisa
                        dono insaan hain tou kyon itney hijaaboon mein milein


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                          Sab Ko Khuda Ki Khudaee Na Mara,
                          Mujhe Dost Teri Judaee Na Mara,


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                            Khuda hum ko aisi Khudaai na de
                            k apne siwaa kuch dikhaai na de


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                              ai khuda meri awaz se sahirii cheen kar
                              tu ne sampon ki basti mein kyon mujh ko paida kiya?


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                                hai baja sheway tasleem main mashoor hain hum
                                kissa-e-dard sunatay hain kay majboor hain hum
                                saaz khamosh hain, faryaad say mamoor hain hum
                                nala aata hai agar lub pay to mazoor hain hum
                                aay khuda shikway arbab-e-wafa bhi sun lay
                                khogar-e-humd say thora sa gila bhi sun lay...


                                Comment

                                Working...
                                X