Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

    Hairat hai tum ko dekh ke masjid men aye "Khumar"
    Kyaa baat ho gayii jo Khudaa yaad aaa gayaa

    Khumar Barabankvi


    Comment


    • #92
      Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

      Suna hai usko Mohobbat Duayein deti hai, Jho Dil pe chooTh to kaye magar ghilla na kare...
      Yeh thik hai nahiN marta koi Judai main, Khuda kisi ko kisi se magar Juda na kare.


      Comment


      • #93
        Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

        Aaa jaao ge haalat ki zadd per jo kisii din
        Ho jaaye ga maaloom khudaa hai ke nahiin hai

        Ihsan Danish


        Comment


        • #94
          Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

          Khudaa aise irfaan kaa naam hai
          rahe saamane aur dikhaaii na de


          Comment


          • #95
            Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

            insano.n main toham parasti ka alam
            pathar k butt.on ko KHUDA kerte rehna


            Comment


            • #96
              Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

              jab talak door hai tu teri paristish kar lain
              hum jise choo na saken os ko KHUDA kehte hain


              Comment


              • #97
                Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                ay KHUDA rait k sehra ko samandar ker de
                ya chalakti hui aankhon ko tu pathar ker de


                Comment


                • #98
                  Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                  na thaa kuch to KHUDA thaa na hota kuch to KHUDA hota
                  daboya mujh ko hone ne na hota mein to kya hota


                  Comment


                  • #99
                    Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                    maiN ne din raat Khudaa se ye du’aa maaNgii thii
                    ko’ii aahaT na ho dar pe mere aur tuu aaye


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                      Wo Humara Hain Is Tarah Se Faiz
                      Jaisay Bande Khuda Ke Hote Hain


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                        ghar se nikle thhey hosla ker k
                        laut aaye Khuda Khuda ker k


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                          Aye Mere Khuda Hai Yeh Ilteja
                          Mujhe Maut De De Inaam Mein


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                            Khuda is shehr ko mehfooz rakhay
                            yeh bachoN ki tarah huNsta bohat hai

                            Dr. Bashir Badr


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                              Khuda Pakistan ki hifazat karey !
                              (Last words by Shaheed-e-Millat Liaquat Ali Khan)


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                                ya KHUDA mujhe thodi zindagi aur de de
                                udas ja raha hai mere janaze se koi


                                Comment

                                Working...
                                X