Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

    suna ha karam ho tu aamal ni dekhy jaty
    YA RAB tery dar se koi darbadar nahi hota


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

      aaeen-e-juwamardi haqgooii-o-bebaki
      ALLAH kay shairon ko ati nahi roobahi


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

        ya RAB dil'e muslim ko zinda tamana de
        jo qalab ko garma de,roh ko tarpa de...


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

          Mohabbat kar saktey ho tu RAB se karo FARAZ
          Matti k khilonoon se kabhi wafa nehein milti.....


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

            Meer darya hai sunay sher zabaani uski
            Allah Allah re tabiyyat ki rawaani uski


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

              yaa Rab nahin main waaqif-e-rudaad-e-zindagi
              itna hii yaad hai ke jiya our marr gaya


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                ya Rab zamana mujh ko mittata hai kis liye
                loo-e-jahaN meiN harf-e-mukarrar nahin hooN mein


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                  dostoN ko bhii mile dard kii daulat yaa-rab
                  meraa apnaa hii bhalaa ho, mujhe maNzoor nahiiN


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                    na tera Khuda koi aur hai
                    na mera Khuda koi aur hai
                    yeh jo raaste hain juda juda
                    yeh mamla koi aur hai


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                      Ay-Mere Rab Tu Mere Khalam Ko Wo Roshnayi De
                      Main Jab Jhot Likhun Tou Andherun Mein Roshni Dekhayi De


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                        tere karam ke bharrose pe hasher main ya rab,
                        gunah laya hoon our be-shumaar laya hoon


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                          Yaha rab meray dil may hamasha to rakhna
                          ankhon may ansoo lab paymuhammad(saw)rakhna


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                            Allaah re chashm-e-yaar ki mo'jiz bayaaniaaN
                            har ik ko hai gumaaN ke mukhaatib hamiiN rahe

                            ''Jigar''


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                              ALLAH hi ALLAH kia karo
                              dukh na kisie ko dea karo
                              jo is jagg ka walie hai
                              naam osie ka lea karo


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                                terii duniyaa mein yaa rab ziist ke saamaan jalate hain
                                fareb-e-zindagii kii aag mein insaan jalate hain


                                Comment

                                Working...
                                X