Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

    Ataa kar usko ya Rab daulat-e-ghum
    Agar insaan ko insaan dekhna hai


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

      es khak ko hudayat de moula
      us khak me milne se pehle


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

        Gair ko Ya Rab wo kiun kar manaa-e-gustakhi kare
        Gar haya bhi usako ati hai to sharma jaye hai


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

          ajab vaa_iz kii diin-daarii hai yaa rab
          adaavat hai ise saare jahaa.N se


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

            Jhuke na kabhi bhi jo zalim ke aage
            Humen bhi khudaya wo sar dijiye


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

              yaa rab! Gam-e-hijraa.N me.n itanaa to kiyaa hotaa
              jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                Bandagi hum ne chor di hai 'Faraz'
                Kya karen log jab khuda ho jayen


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                  mai.n ne tujhase chaa.Nd sitaare kab maa.Nge
                  raushan dil bedaar nazar de yaa allaah


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                    Ab tere siwa Rab se dua men kya mangon
                    Gar hath uthe to dua soch raha hon


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                      Lafz ALLAH Se Dilo Ko Sukoon Milta He,
                      Nigah-E-Fikr Ko Taza Shaoor Milta He,


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                        Wo aaine ko bhi hairat men daal deta hai
                        Kisi kisi ko Khuda ye kamaal deta hai


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                          terii duniyaa me.n yaa rab ziist ke saamaan jalate hai.n
                          fareb-e-zindagii kii aag me.n i.nsaan jalate hai.n


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                            Mujhe zindagi men ya Rab sar-e-bandagi ata kar
                            Mere dil ki be-hisi ko ghum-e-aashiqi ata kar


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                              Teri Bargah Mein Ay Khuda, Junhi Sar Ko Maine Jukha Diya,
                              Usi Waqt Teri Khudayi Ne, Mujhe pastiyon Se Utha Diya,


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                                kashtiyaan sab hi ki lagti hain kinaray pe ameer
                                na-khuda jin ka na ho on ka khuda hota hai


                                Comment

                                Working...
                                X