Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

    Na koi ranj ka lamha kisi k paas aaye
    Khuda kary naya saal sab ko raas aaye


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

      Sunte Hen K Mil Jati He Har Cheez Dua Se.
      Aik Bar Tumhen Mang Kar Dekhen Ge Khuda Se.


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

        Na'khuda ko khuda kaha hy to phir
        Doob jao khuda khuda na kro


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

          ay Khuda ay kaar saaz'o aeib posho kirdigaar
          ay mere piyaare mere mohsin mere perwar digaar


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

            Manzilon Ki Khabar KHUDA janay

            Ishq Hai Rehnuma Faqeeron Ka ...!


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

              Wo humen bhool gaya to koi bat nhi.
              Aj wo waqt he k logon ko Khuda bhi yad nhi.


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                Saleeqa he nahi shayad usy mehsoos krny ka
                Jo kehta hy khuda hy to nazer ana zaroori hy


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                  Dil-e-marhoon ko Khuda bakhshe.
                  Aik hi gham gusar tha, na raha.


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                    Insan ki kisi roop min tehqeer na karna.
                    Phirta he zamane min Khuda bhes badal kar.


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                      ہم کو کوچے سے تمہارے نہ اُٹھائے اللہ
                      صدقے بس خلد کے کچھ ہم تو یہیں اچھے ہیں


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                        woh aein to hairan woh jaein to pareshaan
                        yaa rab koi samjhaye yeh kya hogaya dil ko


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                          مرا احمد ملے محشر میں مجھ کو
                          کروں گا عرض رب العالمیں سے


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                            اتار ان میں اپنی کوئی روشنی یا رب
                            کہ لوگ تھک گئے ظلمت سے اب بہلتے ہوئے

                            utaar in meiN apni koi roshni ya-Rubb
                            k log thak gaye zulmat se ab bahelte hoye


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                              saaNs bharne ko to jeena nahi kahte yaa rab
                              dil he dukhta hai na ab aasteen tar hoti hai


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                                Khuda gawah k lutt jaoN ga, ager maiN kabhi
                                tujhe gaNwa k tera dard bhi gaNwa bettha


                                Comment

                                Working...
                                X