Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

    Sitaron myn kahan tum khojaty ho
    Khuda to khud daroon'e'aadami hy


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

      Khuda ka rizq to har'giz zameen per kam nahi logo
      Mager ye katany waly, mager ye bantany waly


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

        Khuda hii jaantaa ho ga terii Muhabbat ke sab raaz
        jab jab tujhe koii dosraa milaa tune be wafaaii ki


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

          Ahl'e'dil ny usy dhoonda usy mehsoos kiya
          Sochty he rahy kuch log, khuda hy k nahi


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

            khoudi ko ker buland itna her taqdeer se pehle
            Khuda khud banday se poochay bata teri raza kia he


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

              sitam jo ho raha hai dar-haqeeqat wo Khuda jaane
              magar koi siray se be-khabar achha nahi lagta


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                wo jis ka harf_e_dua roshni hai mere liye
                maiN bujh bhi jaoN tou Moula ujaal de us ko


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                  aik buT ka sawal hai Moula
                  man ka mandir sajaye baithay hain


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                    ya-Rubb ye kesa rishta hai rooh ka rooh se
                    k insaan insaan ko dekhne se tarasta hai


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                      تھا کچھ‘ تو خدا تھا‘ کچھ نہ ہوتا‘ تو خدا ہوتا
                      ڈبویا مجھ کو ہونے نے‘ نہ ہوتا میں‘ تو کیا ہوتا


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                        shikastagi meiN bhi khud ko sambhaal leta hoN
                        mere Khuda ne ye mujh meiN kamaal rakha hai


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                          yaa Rab ata ho dard mein takhfeef mustaql
                          ya aur bhi ziyada ho takleef mustaqil


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                            ye meri umr mere maah-o-saal de us ko
                            mere Khuda mere dukh se nikaal de us ko


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho


                              gawah chah rhey thy wo by-gunahi ka
                              zubaN sy keh na ska kuch, Khuda gwah ky bad


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ► ALLAH,RAB, MAULA,KHUDA ◄ ho

                                sochte rehte haiN her dumm jo zarar ki baateN
                                ya-Khuda un ko sikha ilm-o-hunar ki baateN


                                Comment

                                Working...
                                X