Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

    Tum rooth jao mujhse
    aisa kabhi na kerna main ik nazar ko tarsoon
    aisa kabhi na kerna main pooch pooch haroon
    so so sawal kar k tum kuch jawab na do
    aisa kabhi na kerna

    Comment


    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

      Originally posted by Nareem View Post
      Tum rooth jao mujhse
      aisa kabhi na kerna main ik nazar ko tarsoon
      aisa kabhi na kerna main pooch pooch haroon
      so so sawal kar k tum kuch jawab na do
      aisa kabhi na kerna
      yeh shair likhney ka kaun sa andaaz hai? :p

      Qareeb maut kharri hai zara thehar jao
      qaza sey aankh larri hai zara thehar jao
      nahin umeed keh ham aaj ki sehar dekhein
      yeh raat ham peh karri hai zara thehar jao
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

        yuun bhii hogaa vo mujhe dil se bhulaa degaa magar
        ye bhii hogaa Khud usii men ek Khalaa rah jaayegaa

        Comment


        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

          chhoti si ghalat-fehmi kar dey gi juda ham ko
          halaat na badalengey maluum na tha ham ko
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

            na kisi qalam say likhi gayi, na kisi zuban say
            ada hoi
            jo nazar say kehne ki baat hai kisi hurf mei na
            samayey giKoi dhool banta hai kis tarhaan,koi khak hota
            hai kis tarhan Yeh waqt waqt ki baat hai, tujhay zindagi
            batayey gi...

            Comment


            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

              ham ko kis key gham ney mara yeh kahani phir sahi
              kis ney torra dil hamara yeh kahani phir sahi
              dil key lutney ka sabab poocho na sab key saamney
              naam aaey ga tumhara yeh kahani phir sahi
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                غنچۂ شوق لگا ہے کھلنا
                پھر تجھے یاد کیا ہے دِل نے
                داستانیں ہیں لبِ عالم پر
                ہم تو چپ چاپ گئے تھے ملنے
                میں نے چھپ کر تیری باتیں کی تھیں
                جانے کب جان لیا محفل نے
                انجمن انجمن آرائی ہے
                آج ہر چاک لگا ہے سلنے
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                  tamanna wo tamanna hai jo dil ki dil ma rah jaye
                  jo mar k bhi na poori ho osay armaan kahty hain
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                    main kab ki zard fiza main bikhar chuki hoti
                    mujhe to meri shikaston ne phir sanbhala hai

                    Comment


                    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                      پریشاں رات ساری ہے ستاروں تم تو سو جاؤ
                      سکوتِ مرگ طاری ہے ستاروں تم تو سو جاؤ
                      تمہیں کیا آج بھی کوئی اگر ملنے نہیں آیا
                      یہ بازی ہم نے ہاری ہے ستاروں تم تو سو جاؤ
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                        hum ne to bohat iss main bhi azaar uthaye
                        woh aik muhabbat jo muhabbat bhi nahi thi

                        Comment


                        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                          چاہت میں کیا دنیا داری عشق میں کیسی مجبوری
                          لوگوں کا کیا سمجھانے دو، ان کی اپنی مجبوری
                          میں نے دِل کی بات رکھی اور تو نے دنیا داروں کی
                          میری عرض بھی مجبوری تھی اُنکا حکم بھی مجبوری
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                            .
                            Attached Files

                            Comment


                            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                              uss aakhri nazar main ajab dard tha
                              uss key jane ka ranjj mujhe umar bhar raha

                              Comment


                              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                                Teri soorat nigahon mein phirti rahey ishq tera sitaey to main kya karoon
                                terey khamosh rehney sey aey pardah nasheen tujh peh ilzaam aaey to main kya karoon
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X