Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

    tujh mein jo baat hai, woh baat nahin aaii hai
    yeh tasweer kisi ghair sey khichwaii hai
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

      har shaam chiraghon ki tarah jalti hain aankhein
      kiya koi chala jaye to youn hota hai mohsin~

      Comment


      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

        unki zulfein hain aur haath mera
        saanp sey khailta hai sapera
        rukh peh zulfon ka saya ghanera
        shaam ki godh mein hai sawera
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

          karon na yaad magar kis tarah bhulaaon usse
          ghazal bahana karon awr gungunaon usse

          Comment


          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

            کیا دلکش منظر ہوتا ہے کیا دلکش راتیں ہوتی ہیں
            جب اُن کا تصور ہوتا ہے اور چاند سے باتیں ہوتیں ہیں
            ہم ہوتے ہیں وہ ہوتے ہیں اور چاندنی راتیں ہوتی ہیں
            اک چاند کو تکتے رہتے ہیں اک چاند سے باتیں ہوتی ہیں
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

              :rose
              Attached Files

              Comment


              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                بچھڑ کے مجھ سے اگرچہ اداس وہ بھی تھا
                پتا چلا کے زمانہ شناس وہ بھی تھا
                میرے زوال سے پہلے ہی مجھ کو چھوڑ گیا
                بڑے غضب کا زمانہ شنا س وہ بھی تھ

                Comment


                • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                  تیرے خیال سے لو دے اُٹھی ہے تنہائی
                  شبِ فراق ہے یا تیری جلوہ آرائی
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                    Aaaj phir bujh ga'ay jal jal kay umeedo kay chiraagh
                    Aaaj phir taaron bhari raat nay dam tour diya
                    Ha'ay aaadaab e Mohabbat kay taqazay saghir
                    Lab hilay aur shikayaat nay dam tour diya

                    Comment


                    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                      baaton baaton main bichrdne ka ishara kar ke

                      khud bhi roya woh bohat humse kinara kar ke
                      aik he shehar main rehna hai magar milna nahi
                      deikhte hain yeh azziyat bhi gawaraa kar ke

                      Comment


                      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                        Yay khail ker dia aaghaaz mai nay is zidd per
                        ya os ko jeeton gi ya khud ko haar jao gii

                        Comment


                        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                          اِک غزل اُس پہ لکھوں دِل کا تقاضا ہے بہت
                          اِن دنوں خود سے بچھڑ جانے کا دھڑکا ہے بہت
                          رات ہو دِن ہو غفلت ہو کہ بیداری ہو
                          اُس کو دیکھا تو نہیں ہے اُسے سوچا ہے بہت
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                            Aaaj bhi dil mera is aas pe zinda hai
                            Aik rooz to vo aygay humko mananay
                            Guzra hoa zamana bhula do zahan sy apny
                            Aaaty nahi hain kio k beety hoay zamanay

                            Comment


                            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                              Jaantey hain yeh ishq musalsal roag hai aah-o-zaari ka
                              phir bhi uskey kuchey mein jaatey hain umer gunwaaney log
                              Last edited by Masood; 3 October 2011, 23:06.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                                Kaha os nay zamana dard hai aur tum dawa jaisay
                                Laga tum say mohabbat hai mujhy os ny kaha jaisay
                                Talab ki os nay jab muj say mohabat ki wazahat tou
                                Bataya dasht kay honton py barish ki dua jaisay

                                Comment

                                Working...
                                X