Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

    bohat khoob
    @
    tilsam e ishq tha sab uss ke saath hone tak
    khaya e dard na aya nijaat hone tak
    woh iss kamal se kheila tha ishq ki baazi
    main apni jeet samajta tha mast hone tak

    Comment


    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

      Aah ko chahye ek umar asar hone tuk,
      Koun jeeta hai tere zulf ke sar hone tuk,
      Hum ne maana ke taghaful na karo ge laikin,
      Khaak ho jayen ge hum tum ko khabar hone tuk..

      Comment


      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

        qurb ke na wafa ke hote hain
        saare jagrde anaa ke hote hain
        bhool jate hain mat bura kehna
        log putley khata ke hote hain

        Comment


        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

          Bari tabdeelya la'ay hain apnay aap ma lakin
          Tumhain bas yaad kerny ki vo adat ab b baki hai

          Comment


          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

            پھولوں سے تو وفا مل نہ سکی ، آو کانٹوں سع دوستی کر لیں
            سنا ہے یہ دامن پکڑ لیں تو آسانی سے چھوڑا نیں کرتے۔۔۔۔۔۔

            Comment


            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

              Na Who Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho
              Mujhe Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho Jo Khwaab Dene Ko Qadir Ho Meri Aankhon Ko
              Meri Mohabbat Ko Pehchan Sake Woh Aisa Ho

              Comment


              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                جن کے ہونٹوں پہ ہنسی پاؤں میں چھالے ہونگے
                ہاں وہی لوگ تمہیں ڈھونڈنے والے ہونگے
                مہ برستی ہے فضاؤں پہ نشا طاری ہے
                میرے ساقی نے کہیں جام اچھالے ہونگے
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                  Uth Rahii Hai Kahiin Qurbat Se Terii Saans Kii Aanch
                  Apanii Khushbuu Men Sulagtii Hu_Ii Maddham Maddham
                  Duur Ufaq Par Chamakatii Hu_Ii Qatraa Qatraa
                  Gir Rahii Hai Terii Dil_Daar Nazar Kii Shabnam

                  Comment


                  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                    دِل کو جب بے کلی نہیں ہوتی
                    زندگی زندگی نہیں ہوتی
                    موت کی دھمکیاں نہ دو مجھ کو
                    موت کیا زندگی نہیں ہوتی
                    Last edited by Masood; 28 October 2011, 17:35.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                      Comment


                      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                        نہ جانا کہ دنیا سے جاتا ہے کوئی
                        بہت دیر کی مہرباں آتے آتے
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                          vohi ranjishain , vohi hasratain , na hi dard e dil mai kami hoi
                          Ajab si hai meri zindagi , Na guzar saki , Na khatam hoiii

                          Comment


                          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                            تیرے ہوتے ہوئے محفل میں جلاتے ہیں چراغ
                            لوگ کیا سادہ ہیں سورج کو دکھاتے ہیں چراغ
                            اپنی محرومیوں پہ شرمندہ ہیں
                            خود نہیں رکھتے تو اوروں کے بجھاتے ہیں چراغ
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                              <span style="font-family: comic sans ms;"><font size="5">Honay walay khud hi apnay ho jaty hain wasi<br>Kise ko kah ker apna banaya nahi jaataaa</font></span>

                              Comment


                              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                                جس سمت بھی دیکھوں نظر آتا ہے کہ تم ہو
                                اے جانِ جہاں یہ کوئی تم سا ہے کہ تم ہو
                                اس دید کی ساعت میں کئی رنگ ہیں لرزاں
                                میں ہون کہ کوئی اور ہے دنیا ہے کہ تم ہو
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X