Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    تمہارا خواب کہاں تک ہمارے ساتھ رہے
    کوئی سراب کہاں تک ہمارے ساتھ رہے
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Click image for larger version

Name:	shair1.gif
Views:	3
Size:	10.1 KB
ID:	2417412

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Misaal

        Click image for larger version

Name:	misaal.png
Views:	1
Size:	15.3 KB
ID:	2417971
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          اپنی اصلیت سے ہو آگاہ اے غافل کہ تُو
          قطرہ ہے لیکن مثال ِ بحرِ بے پایاں بھی ہے

          علامہ اقبال
          Last edited by saraah; 24 April 2011, 13:04.
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Us k hath par apna nam daikha to mein bht khush hua "WASI"
            Wo bary masoom sy lahjy me bola trey hum-naam aur bhi hein!!

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Hath sey shair..

              haath diya usney merey haath mein
              main to wali ban geya ik raat mein
              ishq buri shay sahi per dosto
              dakhal na do tum meri har baat mein
              ishq karo gey to kamao gey na
              tohmatein bikti nahin khairaat mein
              Last edited by Masood; 4 May 2011, 16:24.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Mujhy likh kar hi kahin mehfooz ker lo Mohsin
                Tumhari baton se tou nikalta ja raha hun mein

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Akbar Alahabadi...
                  Click image for larger version

Name:	mehfooz.png
Views:	1
Size:	18.7 KB
ID:	2418318
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)


                    Aashna dard sey hona tha kisi tor mujhy,
                    Tu na milta to kisi or sey bichhray hote...!

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Kaash mujhy maloom ho jaye teri sooch ka mehwar,
                      Mai khud ko tarashon tere andaaz-e-nazar sey,

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)


                        Ye aainey tujhy teri khabar kiya denge Sagar!
                        Aa daikh meri aankhon me tu kitna Haseen hai,

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)


                          Aik shaam or beet gaii us ke intizaar me,
                          Buhat Masroof tha aaj bhi woh hamesha ki tarah,

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            vo silsilay wo shooq wo nisbat nahi rahi
                            Ab zindagi ma hijr ki wahshat nahi rahi
                            phir yo hoa ky ho gaya
                            masroof wo bohat
                            Aur humay yaad kerny ki fursat nahi rahi


                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              zindgi ki rahon mein ranj-o-gham key mailey hain
                              bheerr hai qayamat ki phir bhi ham akailey hain
                              ranjishein zamaney ki kaam kar gaein aakhir
                              aap hain udher tanha ham idher akailey hain
                              Last edited by Masood; 20 June 2011, 10:38.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                غم عاشقی سے کہہ دو راہ عام تک نہ پہنچے
                                مجھے ڈر ہے کہ تہمت تیرے نام تک نہ پہنچے
                                بڑے بدنصیب تھے ہم جو قرار تک نہ پہنچے
                                در یار تک تو پہنچے دل یار تک نہ پہنچے





                                Comment

                                Working...
                                X