Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Kis darja dil shikan thay mohabbat kay haadsay
    Hum zindagi mai phir koi armaan na ker sakay

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      زندگی کی رونق کو یوں سجانا پڑتا ہے
      درد سہنا پڑتا ہے غم چھپانا پڑتا ہے

      Last edited by Masood; 10 September 2011, 01:27.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Is ma kismat ki khata hai na zamanay ka kasoor
        Ghum to insaan kay jeenay ki saza hoty hain

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          دل جب احساس کی آنچلوں سے پگھل جاتا ہے
          غمِ جاناں غمِ دوراں میں بدل جاتا ہے
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Tu her pal is dil kay paas hai
            kiya tujhay is bat ka
            ahsas hai
            ager nahi to ek bar pas a k daikh lay
            yay dil tery bina kitna udaas hai

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              تو جو اتنا اُداس ہے ناصؔر
              تجھے کیا ہو گیا بتا تو سہی
              Last edited by Masood; 10 September 2011, 23:19.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                udaas na ho kio kay ma saath hon
                Saamny nahi per aaas paas hon
                aankho ko band ker k dil say yad kerna
                ma mohabbat ka ek haseen ahsaas hon

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  اُداس آنکھوں سے آنسوں نہیں نکلتے ہیں
                  یہ موتیوں کی طرح سیپیوں میں پلتے ہیں
                  میں شاہراہ نہیں راستے کا پتھر ہوں
                  یہاں سوار بھی پیدل اُتر کر چلتے ہیں
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    oos ki in bondo aur mery aanso'on mai
                    fark mai nay bas itna hi paaya hai
                    in bondo ma chalakti hai khushi
                    aur mery aanso'on mai tera saaya hai

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      وہ مل گیا ہے تو کیا قصۂ فراق کہیں
                      خوشی کے لمحوں کو یوں بے مزا نہیں کرتے
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Rukhsat hoa to aankh mila ker nahi gaya
                        wo kio gaya yay bhi bata ker nahi gaya
                        yoo lag raha hai jaisay abhi lout aay ga
                        jaaty hoay chiraagh bhi bujha ker nahi gaya

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          رخصت اے بزمِ جہاں سوئے وطن جاتا ہوں میں
                          آہ! اِس آباد ویرانے میں گبھراتا ہوں میں
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Milna ittifaq tha bichar na naseeb tha
                            Hogaya wo dour jo mery dil k kareeb tha
                            Mai osko daikhny ko tarasta rah gaya
                            jiski hathaili per mera naseeb tha

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              مل کر جدا ہوئے تو رویا کریں گے ہم
                              اک دوسرے کی یاد میں رویا کریں گے ہم
                              جب دوریوں کی آگ دلوں کو جلائیگی
                              جسموں کو چاندنی میں بگھویا کریں گے ہم
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Vo silsilay vo shooq vo nisbat nahi rahi
                                Ab zindagi ma hijr ki wahshat nahi rahi
                                Phir yo hoa kay ho gaya masroof vo bohat
                                Aur humain yaad kerny ki fursat nahi rahi

                                Comment

                                Working...
                                X