Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Shaam hooty hi chiraaghon ko bujha daiti hon
    Dil hi kaafi hai teri yaaad mai jalnay kay liay

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      shaam-e-firaaq ab na poochh aaii aur aa key tal gaii
      dil tha keh phir bahal geya, jaan thi keh phir sambhal gaii
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Tum kahii bhi raho mujay apny saath rakhna
        Nazar ky saamny na sahi dil kay paaas rakhna

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          nazar nazar sey mila kar sharaab peetey hain
          ham unko paas bitha ker sharaab peetey hain
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            bay faida hai lout ker ana hawa'on ka
            Hum nay sab hi puranay thikany badal diay
            Socha onhain hum ne to na milnay ki than lii
            Daikha onko to saary bahanay badal diay

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              کیا خبر تھی کہ میں اِس درجہ بدل جاؤنگا
              تجھ کو کھو دونگا تیرے غم سے سنبھل جاؤنگا
              Last edited by Masood; 4 October 2011, 23:58.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Mai kis kay haath bhajon osay aaj ki dua
                Qasid , Hawa , sitara koi os k gher na jaye
                Is khouf say vo saath nibhaanay k haq ma ha
                Kho mer mujhy yay lerki kahi ghum sy mar na ja'ay

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  shola-e-ishq sar-e-arsh ko jab chhuney laga
                  urr gaii woh merey seeney sey sahara ban ker
                  aur ab merey tasawwur ka ufaq roshan hai
                  woh chamaki hi jahan gham ka sitara ban ker
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Mai tasavvur bhi judai ka bhala kaisay keron
                    Qismat ki lakeeron say churaaya hai tujhay
                    Last edited by cleopatra; 6 October 2011, 16:39.

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Originally posted by cleopatra View Post
                      Mai tasavvur bhi judai ka bhala kaisay keron
                      Qismat ki lakeeron say churaaya hai tujhay
                      correction:

                      main tasavvur bhi judaii ka bhala kaisay keron
                      main ney qismat ki lakeeron sey churaya hai tujey
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar Gaya Faraz

                        Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Humhain kahi na kahi to bichar hi jana tha
                          Yay haadsa bhi meri zindagi mai aana thaa
                          Vo aik shakhs mujhy saari umer tersy gaa
                          Naseeb is kay k os nay mujhay ganwana tha

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            تیری نسبت، ترا ارماں، تری حسرت، تری یاد
                            اب مرے پاس کوئی زادِ سفر ہے تو ، یہی ہے

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Naadaani ki had hai zara daikho to osay
                              Mujhay choor ker mery jaisa dhond raha hai wo

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                دو اور دو کا جوڑ ہمیشہ چار کہا ہوتا ہے
                                سوچ سمجھ والوں کو تھوڑی نادانی دے مولا
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X