Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    سلسلے توڑ گیا وہ سبھی جاتے جاتے
    ورنہ اتنے تو مراسم تھے کہ آتے جاتے
    شکوۂ ظلمتِ شب سے تو کہیں بہتر تھا
    اپنے حصے کی کوئی شمع جلاتے جاتے
    کتنا آساں تھا تیرے ھجر میں مرنا جاناں
    پھر اِک عمر لگئ جان سے جاتے جاتے
    Last edited by Masood; 16 September 2011, 21:23.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Osko ahal e nazar kaamyaab kahtay hain
      Basaat e ishq pe jo zindagi bhi haar aaay
      Tamaaam
      umer tarapna mujhay gawara hai
      Mery tarapnay say tujh ko ager qaraar aaay

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        زندگی جب بھی تیری بزم میں لاتی ہے ہمیں
        یہ زمین چاند سے بہتر نظر آتی ہے ہمیں
        سرخ پھولوں سے مہک اُٹھتی ہیں دل کی راہیں
        دن ڈھلے یوں تیری آواز بلاتی ہے ہمیں
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Kiya kiya faraib dil ko diay iztiraab main
          On ki taraf say aap likhay khat jawab main

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            تمہارے خط میں نیا اِک سلام کس کا تھا
            نہ تھا رقیب تو آخر وہ نام کس کا تھا
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Her lafz kaghaz per utaara nahi jata
              Her naam sar e aam pukaara nahi jata
              Hoti hain mohabbat mai kai raaz ki batain
              Yoohi to is khail ma haara nahi jaaata

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                رازِ الفت چھپا کے دیکھ لیا
                دل بہت کچھ جلا کے دیکھ لیا
                اور کیا دیکھنے کو باقی ہے
                آپ سے دل لگا کے دیکھ لیا
                Last edited by Masood; 17 September 2011, 00:50.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  hai vohi hasrat e deedar vohi shoq o wisaal
                  Dil gaya ha'ay mager dil say armaan na ga'ay

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    حسرت ہے تجھے سامنے بیٹھے کبھی دیکھوں
                    میں تجھ سے مخاطب ہوں تیرا حال بھی پوچھوں

                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Tujhay yay shooq kay mohabbat ki bheek mai maango
                      meri yay zidd kay taqaaza mera osool nahi

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        نیتِ شوق بھر نہ جائے کہیں
                        تو بھی دل سے اتر نہ جائے کہیں
                        نہ ملا کر اداس لوگوں سے
                        حسن تیرا بکھر نہ جائے کہیں
                        Last edited by Masood; 17 September 2011, 20:54.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Kisi ki Yaad mein itna Udaas na hua ker
                          Aye Dil-e-Nadan
                          Log Naseeb se milte hein Udasion se nahin

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            لوگ ٹوٹ جاتے ہیں اِک گھر بنانے میں
                            تم ترس نہیں کھاتے بستیاں جلانے میں
                            اور جام ٹوٹیں گے اِس شراب خانے میں
                            موسموں کے آنے میں موسموں کے جانے میں
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Gher moom ka pahlay to banaya nahi jata
                              Ban jaye to suraj say bachaya nahi jaata
                              Ab tum ho muqabil to mujhay haar na hoga
                              Tum ko to meri jaan haraaya nahi jaaata

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Ussay kehna palkon per na tankay khawab k jhallar
                                Sumandar k kinaare ghar bana kar kuch nahi milta

                                Comment

                                Working...
                                X