Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    khawaab dono kay mahroom e tabeer hain
    Hum idher raigan vo udher raigaan

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      khiyaal-o-khawab hui hain chahatein kaisin
      lahu mein naach rahi hain wehshatein kaisin
      hawa key dosh peh rakhey huwey chiragh hain ham
      jo bujh gaey to karein hawa sey shikayatein kaisi
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        koi dam ka mehmaan hoon ai ahal-e-mehfil
        chiraagh-e-sahar hoon bujhaa chaahta hoon

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          woh mehmaan rahey bhi to kab tak hamarey
          hui shama gul aur na doobey sitarey
          Qamar is qadar unko jaldi thi ghar ki
          woh ghar chal diyey chaandni dhaltey dhaltey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Rishtaa

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              zamana yaad tera aey dil-e-nakaam aata hai
              Tapak parrte hain aansu jab wafa ka naam aata hai
              wafa tum se karengey dukh saheingey naaz uthaayengey
              jissey aata hai dil dena ussey har kaam aata hai
              Last edited by Masood; 28 September 2011, 13:14.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Wafa

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  apna apna naseeb hai TU aur kisi key qareeb hai
                  TUJHKO pukaroon gali gali keh duniya bani raqeeb hai
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Itna Qareeb Aao K Ji Bhar K Dekh Lein,
                    Shayad K Phir Milo To Ye Zoq-e-Nazar Na Ho.

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Qareeb sey QURB

                      Qurb muyyassar ho to puchhein dard ho tum ya darmaan ho
                      dil mein to aan bassey ho lekin maalik ho ya mehmaan ho
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Labon Pe Phool Khiltay Hain Kisi Ke Naam Se Pahle
                        Diloan Ke Deep Jalte Hain Charagh-E Shaam Se Pahle

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          chiragh-e-ishq jalaney ki raat aaii hai
                          kisi ko apna bnaney ki raat aaii hai
                          woh aaj aaey hain mehfil mein chandni ley ker
                          keh roshnaii mein nahaney ki raat aaii hai
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Masroof hai din raat usey waqt kahan hai
                            wo mujh sai kare baat usey wqat kahan hai

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Originally posted by ahsaas View Post
                              Masroof hai din raat usey waqt kahan hai
                              wo mujh sai kare baat usey wqat kahan hai
                              Masroof? Yeh kahan sey aa geya? :p
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Originally posted by ahsaas View Post
                                Masroof hai din raat usey waqt kahan hai
                                wo mujh sai kare baat usey wqat kahan hai


                                Dil dhondta hai phir wohi fursat kay din raat
                                baithay rahay tasavvur e janaa kiay hoay

                                Comment

                                Working...
                                X