Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Pyaaar

    Pyaar jata ker juda ho ga'ay
    na socha na samjha khafa ho ga'ay
    zamanay ma kisay apna kahain
    aray jab tum he by wafa ho ga'ay

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Wafa

      Chaha usko DIL ki gehraiyon ke saath
      Zinda hon apni roh ki tanhaiyon ke saath
      Rooka nahi usko bichartay waqt
      Apni WAFA pe naaz tha sachaiyon ke saath

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Dil

        Dil ki awaz ko izhaar kehty hain
        jhuki nigahon ko iqraar kehty hain
        sirf paany ka naam he ishq nahe
        kuch khoony ko bhe pyar kehty hain

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Pyar

          Pyar ki naii dastak Dil per phir sunaii dee
          Chand si koi soorat khowaab me dikhaii dee
          Kis ne meri palkoon per titlyoon ke par rakhe
          Aaj apni Aahat bhi dair tuk sunaii dee

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Khawab

            Tujh per giraan guzarty hain khwab ky manazir to bata
            hum tere sooch ki hud say nikal jaaaty hain

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              irada
              na ho ya-Rab takmeel merey is iradey ki
              k abb tarq-e-tauluq ka irada kr rahi hoo main

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Mery

                wo kay her ahad - e - mohabbat say mukarta ja'ay
                dil ye zaalim kay ose pay marta ja'ay
                wo mrey pehlo ma basta hai khoshbo ki tarah
                osay jitna samaiton wo bikharta ja'ay

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Mohabbat

                  Is se qabal to dil ki yeh halat kabhi na thee
                  In dharkano se dil ko baghawat kabhi na thee
                  Kyon aaj tere jane pe yeh dil udaas hai
                  Mujh ko to tujh se itni mohabbat kabhi na thee

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    DIL

                    Tum sey ulfat k taqazey jo nibhayee jateyy
                    wrna hum ko bhi arzoo thi k chaheyy jateyy
                    dil k maroo ka na kr gham k yeh woh andwoh naseeb
                    zakhm bhi dil main na hota tu karaheyy jateyy

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Hum

                      Is kadar hamari chahat ka imtihaan na lijay
                      kion hain hum say khafa ye bayan to kijay
                      ker dijay ma'aaf ager ho gae hum say khata
                      yon khamoosh reh ker humain saza na dijay

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        plz app thread k rules ko follow karain
                        Last edited by aquari; 3 September 2007, 07:00. Reason: against to the rules of thread

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Khamosh

                          Khamosh ho kiOn daad-e-jafaa kIoN nahin detay
                          bismil ho tu qaatil ko duaa kiON nahin detay

                          vahshat kaa sabab rOzan-e-zindaaN tu nahin hai
                          mahar-o-maah-o-anjum ko bujhaa kiON nahin detay

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Jafa
                            ki merey Qatal k bad us ney jafaa sey tooba
                            haye us zod-e-pasheman ka pasheman honaa

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Kaun???



                              Poocha kartay hen hum se woh aksar ka hum kon hen
                              sada rahay hum lajwab ka hum kon hen
                              woh tu kehty hen aik khuli kitabt ki manind hen hum
                              parha tu uhon na ha hum kiya janin kon hen hum

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                HUM
                                Us ka milna hi muqadar main nahi thaa wrna
                                hum ney kya kuch nahi khoya ussey paney k lyaa

                                Comment

                                Working...
                                X