Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Wafa


    Ikhlaas-o-Wafa ke Sajdoo'n ki jis dar pe daad nahi milti
    Aye Azm-e-Khudi , Aye ghairat-e-Dil uss dar pe sajda kya karna

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      dar

      jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
      yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        KHUDA

        Khiltay phoolon ki rada ho jayy
        Itni hasaas hawa ho jayy,
        Maangtay haath pe kalyan rakh de
        Itna meherbaan KHUDA ho jayy

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          mangtey

          najaney kon sa zulm baqi reh gaya hai qamar
          dua woh mangtey hain meri zindagi k lya

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Zindagi


            Teri har ada mohabbat si lagti hai..!!
            ek pal ki judai muddat si lagti hai...!!
            pehle nahi socha tha humne ab sochne lage hain hum..!!
            Zindagi ke har lamho main teri zarorat si lagti hai !!.

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Zarorat
              Mast nazaron se dekh lena tha
              agar tamanna thi aazmaane ki
              Hum to behosh yoon hi ho jaatey
              kiya zaroorat thi muskuraaney ki

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Nazr
                Kabhi Yuh Bhi Aa Meri Aankh Mein,
                Ke Meri Nazar Ko Khabar Na Ho,
                Mujhe Ek Raat Nawaz De,
                Magar Us Ke Baad Saher Na Ho,

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Khaamoosh palkon sy jab aanso bikhar jaty hain
                  aap kiya janay aap kitny yaad aaty hain
                  abhe bhe osi mour pay khary hain hum
                  jaha aap nay kaha tha tehro hum abhe aaty hain

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    aatey
                    Mein to yakmusht usey sonp doon sab-kuch lekin
                    Ek muthi mein merey khwaab kahan aatey hain

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Khawab
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Khuwab
                        Meri bedaar nigahon mein agar bholey se
                        Neind aaye bhi to ab khwaab kahan aatey hain

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          kahan

                          Kahan say la'on hunar ab usay manany ka
                          koe javaz na tha us ky rooth kay janay ka
                          mohabbaton mai saza mujhy he milne the
                          kay jurm mai ny kiya tha raabty barhany ka

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            kaha bat ha aap ki shakeel bhai

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              :rose

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Originally posted by aik_lerki View Post
                                kahan

                                Kahan say la'on hunar ab usay manany ka
                                koe javaz na tha us ky rooth kay janay ka
                                mohabbaton mai saza mujhy he milne the
                                kay jurm mai ny kiya tha raabty barhany ka
                                Rooth
                                Attached Files

                                Comment

                                Working...
                                X