Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Nahi

    nahi hai tum se koi dosti bhi ab to magar
    qadam qadam pe ye kaisa vabal aayaa hai
    Last edited by Gul; 7 September 2007, 08:19.

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Dost
      Hamein bhi aa parra hai doston sey kaam kuchh yani
      hamarey doston key bewafa honey ka waqt aay

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Humaray

        ye kiya hoa ky bhary aasmaan kay aangan say
        bichar gaya jo sitarah hamary naam ka thaa
        barha ker os say rah- o - rasm ab ye sochty hain
        wo bohat tha jo rishra salaam dua ka tha

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Khat..

          Jesay ho umer bhar ka asasa ghareeb ka.
          Kuch is tarha se hum ne sambhaly tumhary khat

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Khat
            qaasid k aate aate Khat ik aur likh rakhoon
            main jaantaa hoon jo vo likhein gay jawaab mein
            Last edited by Gul; 8 September 2007, 19:55.

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Khat

              Youn tu hen beshumar wafa ki nishniyan.
              Likan har ik shay se niralay tumhary khat:eye:

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                WAFA
                wafa ki baat ki aur oss nay chupa liya chehra
                karein ab kiya k Sab khawahishein bani hasrat

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  " "Doolhan"

                  Surakh gulab key kalian khilein to hein meray angan mein:wk
                  Piyar ka guldasta haseen ungliyoon say masal na dayna

                  Surakh phool hein ya meray man kee piyasi tamnna:eye:
                  Fursat milay na milay merey adhooray arman kuchal na dayna.

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    FURSAT
                    Abhi fursat nahi marney ki mujh ko
                    abhi sehney ko kitney ranj-o-gham hian

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      against to the rules of thread
                      Last edited by aquari; 17 September 2007, 05:21. Reason: against to the rules of thread

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        marney
                        Mainey chaha tha k andh woh-e-wafa sey chootoo
                        woh sitamgar jo merey marney pey bhi raazi na howa
                        kis sey mahroom-e-qismat ki shikyata kejyeaa
                        hum ney chaha thaa k marjayain so woh bhi na howaa

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          against the rules of thread
                          Last edited by aquari; 19 September 2007, 08:44. Reason: against the rules of thread

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Marnay

                            Marnay kay baad yaad aa raha ha koe
                            matti mere qabar say utha raha ha koe
                            ay khuda thore se mohlat aur day day
                            udaas mere qabar say ja raha hai koe

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Marnay

                              Marnay Ki DUaein Kion Mangon Jinnay Ki Tammana Kon Karay
                              Ye duniya Ho Ya Wo Duniya Khuwaish-e-Duniya Kon Karay

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Tamanna

                                Tamanna osko kehty hain hain jo dil ki dil ma reh ja'ay
                                Jo mar kay bhe na poori ho osay armaan kehty hain

                                Comment

                                Working...
                                X