Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Khamoshii
    zinda rahain to kya hai jo mar jayein ham to kya
    dunya main Khaamoshii sey guzar jaayein ham to

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      DUNIYA
      HUM nay DIL ki baat kahi aur tum nay duniya daari ki
      meri Aarz b majboori thee onn ka Ozar b majboori

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Dil
        Dil ki awaz ko izhaar kehty hain
        jhuki nigahon ko iqraar kehty hain
        sirf paany ka naam he ishq nahe
        kuch khoony ko bhe pyar kehty hain

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Piyaar

          Phool mein rango khushboo koi na`y tu nahi
          bas ek nigah piyaar ki bhar gai hai kai Rang

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Piyaar
            Najany kio tujh sy bichar ker tera intazar kerte hon
            dour reh ker tujh say kio mai piyar kerta hon
            guzarta ha salon ki tarah her aik lamha mera
            najany kyun her lamha tera intazar kerta hon

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Lamha
              Aik lamha b musarrat ka buhat hota hai
              loag jeenay ka saleeqa hee kahan rakhtay hein
              Last edited by Gul; 23 October 2007, 07:17.

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Loag
                Hum who sayah naseeb hai k tariq k sher main
                Khuley dukan-e-kafan tu loog marna choor dain

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Naseeb

                  Naseeb mein hee takmeel-e Zaat likha nahi
                  wagrna HIYAAT ki sab adaein rakhtay hein @ GuL

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Nahi
                    Aabhi fursat nahi marney ki mujh ko
                    Abhi sehney ko kitney ranj-o-ghum hian
                    Rakhoo kandhey per sir main kis k jaker
                    Sabhii tu mehw-e-azar o sitam hian

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      sitam
                      sitam karo ya karam , ham gilah nahi kartay
                      khizan main phool yaqeenan khila nahi kartay

                      mila do khak main ham ko mgar khyal rahay
                      k ham say log dobarah mila nahi kartay
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        ham

                        ham rooh-e-safar hen hamin namon se na pehchan
                        kal aur kisi name se a jyingay gay hum log.

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Hum

                          Ab dil ki khalwaton mai tum aa ker kiya kero gay
                          Hum aarzo ki sham'ain kab ki bujha chuky hain

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            :rose
                            Attached Files

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Chaley
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Aaahista Aaahista

                                Bohat taizi say ye dunya cheen lay ge tujhy mujh se
                                Tu phir is dil main aise mat utar aahista aahistaa
                                Ky hum dhooky main rakhay dostoon ko khush kalami se
                                Humain aa giya ye bhe hunar aahista aahistaa

                                Comment

                                Working...
                                X