Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    LUTF

    majaboor ho ke maaNgii thi lutf-o-karam kii bheek
    lutf-o-karam bhi jor-o-jafaa ho ke rah ga`ye

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Jafaa
      Ki merey qatal k bad us ney jafaa sey tooba
      haye us zood-e-pasheman ka pashemaa honaa

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        mery
        Vo mery chahray ko perhnay wala vo mere aankhon ma basnay wala
        vo aaj mujh say mila aisay jaisay sadyon ka faasla tha

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Sadyaan
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Waqt

            Aa jayy ga woh waqt bhi jub hum nahi hon ge
            Tum se kisi bhi baat per ber-hum nahi hoon ge
            Soo jayen ge us rooz lehad me sakoon ke saath
            Dil me tumhari yaad ke jub ghum nahi hoon ge

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              :rose
              Attached Files

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Gul

                Gul key ghunchon ney chatak ker bnaii teri soorat
                aasman sey barsi jo barkha to nikher aai teri soorat
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Aaasman

                  Bus ek raat sajday ma gir ky rooya tha
                  ab aasman ko zameen per jhuka sakta hon
                  mujhy khuda nay bakhsha hai wo shairi ka hunar
                  jo khawaab dekhta hon dekha bhe sakta hon

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Shairi
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                        Kya huwa? :blush:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Ye Shairi to faqat ek bahana hai,
                          Asal maqsad to haal-e-dil sunana hai,
                          Woh taal gaye har baat ko huns kar magar,
                          Hum ne to har haal me unhy apna mana hai,

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            SHAIRI

                            Apna aik qitaa pesh hai :blush:
                            Attached Files
                            Last edited by Masood; 6 October 2007, 01:55.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Originally posted by Masood View Post
                              SHAIRI

                              Apna aik qitaa pesh hai :blush:
                              Acha ha

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Haal - e - Dil

                                On kay adbi zouq say yon hoosla hum ko mila
                                Haal - e - dil kehtay rahay hum shairi ki aar mai

                                Comment

                                Working...
                                X