Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Sila

    Yeh sila mila hai mujh ko teri dosti key peechey
    keh hazaron gham lagey hain meri zindagi key peechley
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Zindgi
      meri zindagi main tumhari kami hay
      mujhe ye kami maar dalay gi ik din
      .
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        zindagi

        ham zindagi key morr per haarey zaroor hain
        per kisi muhaaz per paspa nahin huwey :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Zindgi

          khud say milnay ko dhondtay khud ko
          itni masrof zinagi kab thi
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Zindagi

            bar'tar az andesha-e-sood-o-ziyaan hai zindagi
            hai yeh kabhi jaan aur kabhi tasleem-e-jaan hai zindagi
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Zindagi


              Zindagi naam ko hamari hai
              Aakhri saans b tumhari hai
              Dil mera tourty ho to tora
              cheez mere nahe tumhari hai

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Saans


                Maut Ayi HAI kay TaskeeN ki Sa'at Ayi Hai
                Saans Tooti Hai Kay Sadiyo'n KI Takhan Tooti hai
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Aaii
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Originally posted by Masood View Post
                    Aaii

                    LAAI HIYAT AAI QAZA LAY CHALI CHLAY
                    APNI KHUHSI NA AA_AY, NA APNI KHUSI CHLAY !?

                    kia yeh sher aisay nahi MASOOD jee!

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      :thmbup:
                      Attached Files

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Dil

                        Mai dhrakte hon tery seeny main dil ki surat
                        mai tery pas he rehte hon sada day muj ko

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Dil
                          Attached Files
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Majboori ---------- Majboor

                            Khamoosh thy hum to maghroor samajh liya
                            chup thay hum to majboor samajh liya
                            Aaap ki galti hai hum itny kareeb thay
                            per aap ne hum ko dour samaj liya

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Khamosh
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Hum

                                Ham bawafa thay is liye nazron se gir gaye
                                shahyed tumhin talash kisi Bewafa ki thee

                                Comment

                                Working...
                                X