Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Nikla
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Ahsaas


      bara dilnashi he ahsaas tera
      main is ahssas se bahir aon kase
      pata nahi kasa he ye diwanapan
      main apni diwangi ko rok paon kase

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Main

        Mujhy kiya khabar the sach much ye samany guzar raha hai
        Main yahe samajh rahe the ky wo mazaq ker raha hai
        Tujhay mil sakay jo fursat to ye deekh tere khatir
        koe kaisy jee raha hai koe kaisay mar raha hai

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          khaber


          Wo bojha bojha sa chiragh tha,ya kabhe kise ko khaber na ho
          usay lay gaye kahan hawa,ya kabhe kise ko khaber na ho

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Chiraagh se chiraaghoon

            Bahar haal ye aag he aag hain
            chiraaghon ko ese choa mat kero
            Tumhain loog kehny lagain bywafa
            zamany se itne wafa mat kero

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              bewafa


              Bewafa teri bewafai raaz na ayi
              choor ke jane wale tuhje humari yaad na ayi

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Yaad say Yaadon


                Ujaalay apni yaadon kay hamary sath rehno do
                Najanay kis gali main zindagi ki shaam ho jaaye

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  zindagi


                  Na tujh pay jafa ka koi ilzaam
                  Ma maiN apni ulfat pay sharamsaar
                  Tagaful na peshaymaani na koi shiqayat
                  Bus zindagi ko dekha apnay apnay andaz say humnay

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Taghaful

                    Mana ky taghaful na kero gay lakin
                    Khaak ho jaygay hum tumko khabar hony tak

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      khaak

                      Khaak-e-maqtal pay damakney lagey ashkoon kay nujoom
                      Chashm-e-qaatil se barasney lagey nafrat kay sharaar
                      Phir se har taar-e-girebaan pay lagi jabr ki muhar
                      Khich gaey taa ba falak zulm-u-tashaddad kay hisaar

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Ashkon

                        Aaankhon main aa ky baith gae ashkon ki lahar
                        palkon pay koe khawab piroonay nahe diya
                        tanhaiya tumhara pata poochti raheen
                        shab bhar tumhari yaad nay sonay nahe diya

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Toot k andar say bikhray aur phir jall thall hoye
                          tujh say bicher k itna roye k ham badal hoye
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Badal

                            Badal Odaasiyun k ab chathnay lagay janab
                            Jab se dikhai dee hai oss Nigaah ki Dhoop...
                            @_Gul

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Nigaah

                              Teri ik nigaah ki baat hay
                              meri zindagi ka sawaal hay
                              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Sawaal
                                Jawab kia deytay oss Ghambeer khamoshi ka
                                sawal itnay thay , k hum la jawab ho beythay

                                Comment

                                Working...
                                X