Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Originally posted by Masood View Post
    Sajda

    Main jo sar'ba'sajdah huwa kabhi to zameen sey aaney lagi yeh sada
    tera dil to sanam aashna hai, tujhey kya miley ga namaaz mein

    Namaaz

    Parhta raha jissey main namaz samjh kr khurshid
    phr yu howaa k qaz'aa hogaya woh shaks mujhsey

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Originally posted by aquari View Post
      Namaaz

      Parhta raha jissey main namaz samjh kr khurshid
      phr yu howaa k qaz'aa hogaya woh shaks mujhsey

      phir yun howa k mujh se qazaho giya wo shukhs........:donno:

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Originally posted by aquari View Post
        Namaaz

        Parhta raha jissey main namaz samjh kr khurshid
        phr yu howaa k qaz'aa hogaya woh shaks mujhsey

        qazaa

        laa_ii hayaat aaye qazaa le chalii chale
        apanii Khushii na aaye, na apanii Khushii chale

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Originally posted by Gul View Post
          qazaa

          laa_ii hayaat aaye qazaa le chalii chale
          apanii Khushii na aaye, na apanii Khushii chale
          Khushi

          Kuchh din khushi key saath katey, kuchh ghami key saath
          hota raha mazzaq meri zindagi key saath
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Gham
            pii ja ayyam ki talkhi ko bhi hans ker Nasir
            gham ko sehney mein bhi qudrat ney mazzah rakha hai

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Originally posted by aquari View Post
              Gham
              pii ja ayyam ki talkhi ko bhi hans ker Nasir
              gham ko sehney mein bhi qudrat ney mazzah rakha hai
              Nasir

              Nasir bohat si khawahishein hain dil mein beqrar
              lekin kahan sey laaoun woh be'fikar zindagi!
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Originally posted by Masood View Post
                Nasir

                Nasir bohat si khawahishein hain dil mein beqrar
                lekin kahan sey laaoun woh be'fikar zindagi!
                DIL
                Ulfat ka aksar yehi dastur hota hai
                jise chaho wahi apne se dur hota hai
                Dil tutkar bikharta hai is kadar
                jaise koi kanch ka khilona chur-chur hota hai....

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Bikhraa

                  rakhtay hein jo auroun k liyay piyar ka jazba
                  wo loag kabhi toot kar bikhraa nahi kartay
                  Last edited by Gul; 26 September 2007, 11:18.

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Pyaar

                    Jis ki furqat ma qaraar bohat hai
                    os ka milna dushwaar bohat hai
                    mana vo mery hath ki lakeeron ma nahe
                    lakin os shakhs say mujhy pyar bohat hai

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Originally posted by aik_lerki View Post
                      Pyaar

                      Jis ki furqat ma qaraar bohat hai
                      os ka milna dushwaar bohat hai
                      mana vo mery hath ki lakeeron ma nahe
                      lakin os shakhs say mujhy pyar bohat hai
                      Haath ki lakeerein

                      apney hathon ki lakeeron mein bsaa ley mujh ko
                      main hoon tera to naseeb apna bnaa ley mujh ko
                      mujh sey poochhney aaya hai tu wafa key maani
                      teri yeh sadah'dili kahin maar na daaley mujh ko
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Mujh ko

                        Aaanso'on aankh say girnay ka taqaza na kero
                        ro baro mujhko on kay itna ruswa na kero
                        chah saaz o ye mera dard nahe qayamat hai
                        jhooti taskeen say mery ghum ka madawa na kero

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Taskeen

                          Taskeen-e-dil ki khatir wadah hi kar lijiye
                          ham jaantey hain keh aap aaya na jaey ga
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Hum

                            Hum kuch is tarah piro'ay ga'ay khayalon mai
                            wo hum ko choor dain hum chor ker nahe jaty

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Woh - ham

                              Woh ham sey huwey hamkalaam, Allah Allah
                              Kahan main kahan yeh muqaam, Allah Allah
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                MUQAAM


                                jadaa-e-fan mein baRay saKht muqaam aatay hain
                                mar k rah jataa hai fan-kaar amar hone tak

                                kitnay Ghalib thay jo paidaa howay aur mar bhi ga`y
                                qadr-daanoun ko taKhallus ki kHabar hone tak

                                Comment

                                Working...
                                X