Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Shairoun ki Barsaat :)

    aankh dar par, dil pareshaaN, rooh waqf-e-intizaar
    is tarahto neend ki merii na weeraaN kijiye
    najma ansar najma

    Comment


    • #77
      Re: Shairoun ki Barsaat :)

      :rose
      Attached Files

      Comment


      • #78
        Re: Shairoun ki Barsaat :)

        larki ke sher par sher kese dooN?
        larki ka ataached she,r open karne par ye msg aaraah hay

        najma, you do not have permission to access this page. This could be due to one of several reasons:
        1. Your user account may not have sufficient privileges to access this page. Are you trying to edit someone else's post, access administrative features or some other privileged system?
        2. If you are trying to post, the administrator may have disabled your account, or it may be awaiting activation.

        Comment


        • #79
          Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Originally posted by najma
          larki ke sher par sher kese dooN?
          larki ka ataached she,r open karne par ye msg aaraah hay

          najma, you do not have permission to access this page. This could be due to one of several reasons:
          1. Your user account may not have sufficient privileges to access this page. Are you trying to edit someone else's post, access administrative features or some other privileged system?
          2. If you are trying to post, the administrator may have disabled your account, or it may be awaiting activation.
          Fixed :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #80
            Re: Shairoun ki Barsaat :)

            ab again bhe ma he likh dete hon :eye:
            Mere chahat kahe ruswae na ban ja'ay tere
            dil ager chahy bhe to izhaar-e- vafa na kerna
            roog ban jata ha yay piaar bhe barth barhty
            rooz milny ki yay khawahish mere jan met kerna

            Comment


            • #81
              Re: Shairoun ki Barsaat :)

              wafa
              wafa ka naam zamane meiN hogaya nayaab
              ye acha kaam zamane meiN hogaya nayaab
              najma ansar najma

              Comment


              • #82
                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                wafa

                Rah e WAFA mein abhi hain kuch aise log keh jo
                safer se barh ke khayal e safer pe zinda han

                Comment


                • #83
                  Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  khayal-e-yaar ne choRa na saath jeete jee
                  gaya , to saath mirii rooh ka dhuwaaN lekar
                  nafis ahmad siddiqui

                  Comment


                  • #84
                    Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    hmm bahut khoob najma khala shabashh/flowers

                    KHayal un ka bhi aya kabhi tumhen jana'n
                    jo tum se dor bahut dor ji rahe they Alag

                    Comment


                    • #85
                      Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      TUM sey ulfat key taqazey na nibhahey jatey
                      warna ham ko bhi tamana thi keh chahey jatey
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #86
                        Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        kaise na Manoos lafzoon ki kahani thaa woh shakhs
                        os ko kitni mushkilon se, tarjuma mein ne kiya

                        Comment


                        • #87
                          Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          muddatoN jisko tasawwur me hi pooja main ne

                          jab mila, to use bhagwaan bana bhi na sakii

                          najma ansar najma

                          Comment


                          • #88
                            Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            tujh sa khiyaal ho to khiyaal-prast kehalwana pasand hai
                            merey liye to meri sanam tera rutba buland hai
                            masood
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #89
                              Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              jahaan-e-maah-o-anjum ke musaafir!
                              watan ki khaak ko bhi kah,kashaaN kar
                              najma ansar najma

                              Comment


                              • #90
                                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Kar Kar ky minnatain tere adat bigaar de
                                danasta hum nay tumko sitam gar bana dia

                                Comment

                                Working...
                                X