Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Aap Hamko ''saath'' Lete Jaiyye
    Ek Se Ach,cha Hay Do Lka Qaafilah
    Najma Ansar Najma

    Comment


    • #62
      Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Aik shakhs mery dil ma kuch aise utar gaya
      jesy vo jaanta tha mery dil kay raastay

      Comment


      • #63
        Re: Shairoun ki Barsaat :)

        yeh na thi hamari qismat ke visal e yaar hota

        agar aur jeetay rehtay yahi intezaar hota
        jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
        yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

        Comment


        • #64
          Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Hota hai zara mushkul her kaam zamany ka
          manzil ky sabhe raasty asan nahe hootay

          Comment


          • #65
            Re: Shairoun ki Barsaat :)

            mushkil se haath aayaa hay daamaan-e-aarzoo
            tum choR ke na jao, tabee,at udaas hay
            najma ansar najma

            Comment


            • #66
              Re: Shairoun ki Barsaat :)

              na
              Attached Files
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #67
                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Is ki mohabaton ka tareqa kuch aur hai
                kehta vo mujh sy kuch aur kerta kuch aur hai
                jo is per beete hai vo maloom hai mujhay
                jab is say poochta hon batata kuch aur hai

                Comment


                • #68
                  Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Mohabbaton Ko Saleebon Pe Taangne Walo!
                  Khuloos Ho To Mohabbat Koee Gunaah Naheen
                  Najma Ansar Najma

                  Comment


                  • #69
                    Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    koi kali khile na koi gul hans paya
                    chaman mai yon to hai jashn-e- bahar barso say
                    mai kia keron kidher jaoo kis say baat keron
                    koi nahe hai mera ghum gusaar barsoon say

                    Comment


                    • #70
                      Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      chaman me jab bhi koee shaakh lehlahaatii hay
                      na jane q tire aanchal ki yaad aatii hay
                      najma ansar najma

                      Comment


                      • #71
                        Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Na jaany kon sa aansoo kise sy kia keh day
                        hum is khayal say nazrain jhuka'ay bethy hain

                        Comment


                        • #72
                          Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          kuch bhi na kaha aur keh bhi gaey
                          kuch kehte kehte reh bhigaey

                          Comment


                          • #73
                            Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            :rose
                            Attached Files
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #74
                              Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              key

                              behisoo'n key shehar mein hassaas ko suujhi hai kya
                              bechney bazaar mein aankhoo'n ka paani aa geya

                              :rose

                              Comment


                              • #75
                                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Originally posted by Mehak
                                key

                                behisoo'n key shehar mein hassaas ko suujhi hai kya
                                bechney bazaar mein aankhoo'n ka paani aa geya
                                Mehak bohat achha shi'r hai, just to remind you about rules: jo lafz aap muntakhib karein usi sey shi'r shuru hona chahiye :wink :wink
                                Attached Files
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X