Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Shairoun ki Barsaat :)

    be-wafa kehta hay hay to kyuuN na jafaa bhi karlooN
    wo saza de hi raha hay to khTAA BHI KAR LOON
    NAJMA ANSAR NAJMA

    Comment


    • #47
      Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Bohat umdah


      Wafaoun ka sabaq kis sey seekhoon aey Masood
      Jis mehfil mein geya, bewafaiyon ka mazhar samney tha
      Masood
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #48
        Re: Shairoun ki Barsaat :)

        shukriya masood sahib!
        :)


        wafa ka naam zamane meiN hogaya naayaab
        ye ach.cha kaam zamane meiN hogaya naayaab
        najma ansar najma

        Comment


        • #49
          Re: Shairoun ki Barsaat :)

          yay adab bhe hamary hain tumhain kia maloom
          hum jeet ky bhe haary hain tumhain kia malool
          aik tum ho ky samajhty he nahe apna humko
          aik hum hain ky bas tumhary hain tumhain kia maloom

          Comment


          • #50
            Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Originally posted by aik_lerki
            yay adab bhe hamary hain tumhain kia maloom
            hum jeet ky bhe haary hain tumhain kia malool
            aik tum ho ky samajhty he nahe apna humko
            aik hum hain ky bas tumhary hain tumhain kia maloom


            kese kaT,tee hay mirii raat, tumheN kya ma,loom
            ye bataane ki naheeN baat, yumheN kya ma,loom
            najma ansar najma

            Comment


            • #51
              Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Mere aankho ma jo anso hain
              tery piar ki nishane hain
              tu ny pocha hai mujhsy kese hon
              abhe zinda hon maharbani hai

              Comment


              • #52
                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                huuN abhi zindah zara, kuch to karam farmaaiyye
                dam nikal jaey jo mera, phir mujhe dafnaaiyye
                najma ansar najma

                Comment


                • #53
                  Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Abhi raah mai kae moor hain koi aay ga koi ja'ay ga
                  tumhain jis kise ny bhula dia usay bholny ki dua kero

                  Comment


                  • #54
                    Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    wo tasawwur, keh jise dil se bhuklaa bhi na sakii
                    ek eh,saas tha esa, keh bata bhi na sakii
                    najma ansar najma

                    Comment


                    • #55
                      Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Dil to tha sheeeshy say bhe nazuk mager
                      doosto ki bay wafae ny isay pathar kiya

                      Comment


                      • #56
                        Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        dil to kya cheez hay, aalam bhi laraz uThtaa hay
                        arsh hil jata hay mazloom ki faryaadoN se
                        najma ansar najma

                        Comment


                        • #57
                          Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Dil
                          Attached Files
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #58
                            Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Doobne wala to kosoN duur jaa ponhcha magar
                            ehl-e-sahil sirf ik harf-e-dua kehte rahay
                            NAJMA ANSAR NAJMA

                            Comment


                            • #59
                              Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              :na: :na: :na:
                              Najma ji Aadab arz hai, kya yahan par aap ney shair us lafz sey shuru nahin karna jo lafz pichhley shair mein mojood ho??
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #60
                                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Tery khayal ka aik silsila thay apnay sath
                                safer aisa tha ky hum lout ker na gher aay

                                Comment

                                Working...
                                X