Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Originally posted by thefire1 View Post

    Praying for your speedy recovery, ALLAH SWT aap jald hi beemari say nijaata ata farmayay AMEEN
    :jazak:

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      نگاہِ ناز یکایک یہ معذرت کیسی
      جو ہم بُرے ہیں تو کس بات کا ازالہ ہے
      بُہت دنوں میں یہ مجھ پر کُھلا کہ میں خود تھا
      وہ کج کلاہ کہ جسے میں نے مار ڈالا ہے

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        (MY OWN)

        WO ANKHAIN BHI HAIN JIN MAIN BASTA KOE KHWAAB NAHIN
        SEHRA MAIN JO KHIL SAKAY'' PAR AISA KOE GULAAB NAHIN
        JANAA MERAY CHAMAN KE MITTI ABB BHI HAI NARM BUHAT
        TERAY GHULSHAN KA SAMAA AAJ BHI SHADAAB NAHIN

        by:Wafa_sadaat

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Bohat khoob Gul and Wafa,

          AaNkhon main bas k dil main sama kar chalay gaye
          Khuwaabida zindagi thee jaga kar chalay gaye
          Ayay thay dil ki piyaas bhujhaanay k vaastay
          Ek AAG si woh aur laga kar chalay gaye
          sigpic

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Assalam-o-alikum!
            shukriya meri poetry ko sarahnay k liey.. main new user hun iss forum pay even mujhy tou thread bhi banana nahin aata,,, meray paas apna likha hua buhat saa muaad hai jo main sub k saath share karna chahti hoon,,, kya aap mujhy bata saktay hain k mujhay sari malumat kahan say mil saktee hain ..ta k mujhay thread bananay aur kisi thread ka hissa bannay ka farq pata chal sakay.
            mujhay profile bananay ke bhi samjh nahin aarahi...

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Walaikum Assalaam Wafa

              Aaap ki shayeri ka mayar bohat aala hay aur waqayi qabil-e-tareef hay.... aap apni shayeri Naye shoura section main post kar sakti hain, khush rahyeh
              sigpic

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                reply karnay k liey shukriya

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Zindagi


                  Click image for larger version

Name:	Untitled 1.jpg
Views:	2
Size:	94.4 KB
ID:	2411588

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Tere

                    Mujhay chand tere talab nahi
                    tere roshni bari duur hai
                    mujhay jis chiragh se pyaar tha
                    mera ghar ussi ne jala diya


                    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Word ' tere ' to mai ne apne shair me use nahi kiya hai :hhh:

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)



                        Iss mein teri hai na ??
                        ossi ko mehvish nay likha :)

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Originally posted by mehwish afsar View Post
                          Tere

                          Mujhay chand tere talab nahi
                          tere roshni bari duur hai
                          mujhay jis chiragh se pyaar tha
                          mera ghar ussi ne jala diya
                          Ghar
                          Attached Files

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Wah g wah
                            :oldie:
                            S T I L L W A I T I N G
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)


                              sar_faroshi ki tamanna ab hamaray dil mein hai
                              dekhnaa hai zor kitna bazoo-e-qatil mein hai
                              rah-rav-e-raah-e-muhabat rah na jaana raah mein
                              lazat-e-sahara_navardi duri-e-manzil mein hai


                              :guitar:

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Muhabbat

                                Wisal Men An Kahy khadshay,judaai Zakhm deti hay
                                Sahi kehty hen Ahal,e dil Muhubbat dard huti hay ..!


                                my own
                                Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                                Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                                Comment

                                Working...
                                X