Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    Tum bhe min jumla arbab-e- wafa nikly
    tum to kehty thay her dil mai khuda rehta hai

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      teri soorat nigahon mein phirti rahey, ishq tera sataey to main kya karoon
      terey khamosh rehney sey pardah nasheen tujh peh ilzam aaey to main kya karoon
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        Tery karam kay sahe motarif thay aur idher
        hilay na lab ky hakeekat bayan hum kerty
        gawahiya to sab us ky haq main the sajid
        so apny uzer bhe kab tak bayan hum kerty

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          tumhein kuchh ilm hai kehti hai duniya
          mujhey tum sey muhabbat ho gaii hai

          adam
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            Tery qareeb reh ker bhe the tujhse baykhabar
            tujh sy bichar kay bhe tery raabty mai hon

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              tinkon sey khailtey hi rahey aashiyaan mein ham
              aaya bhi aur geya bhi zamana bahar ka


              alif
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tey sey sharoo hony waly ashaar mein alif kahaan sy aa gya ?

                tan'haai mery dil ki jannat
                main tanha hon, main tanhaa tha

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  :lol :lol main bait bazi samjha :D

                  tasawwur mein jab woh aatey hain
                  ik dard neya dey jatey hain
                  kuchh bhooli bisri yaadein hain
                  jinhein taaza karney aatey hain

                  mazhar iqbal (my brother :))
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    teri Baateen Hi Sunaany Aay
                    Dost Bhi Dil Hi Dukhaany Aay

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      tumharey qurb ka ik pal agar naseeb mein ho
                      tumam umer guzar jaey to patah na lagey

                      faraz
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjhty Ho Faraaz
                        Dost Hota Nahi Har Haath Milaany Wala

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          Originally posted by baad-e-saba
                          tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjhty Ho Faraaz
                          Dost Hota Nahi Har Haath Milaany Wala
                          yeh shair mera fav. hai :)

                          tumharey shehar ka mausam bada suhana lagey
                          main aik shaam chura loon agar bura na lagey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            Tery Waswasoon K Fishaar Mein, Tera Shaher E Rang Ujad Gya
                            Meri Khawaahishoon K Ghubaar Mein, Mery Maah O Saal E Wafa Gay

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              tujhey aey umeed-e-farda beshak pyar kartey
                              gar apni zindagi ka ham aetbaar kartey
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                tum Meri Aankh K Tewar Na Bhula Paao Gy
                                Ankahi Baat Ko Samjhoo Gy To Yaad Aaon Ga

                                Comment

                                Working...
                                X