Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tu kahan tha mere khaliq keh mere kaam aata
    mujh peh hanstey rahey pathar key khudaoun waley
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      teri Sorat Sy Hy Aalam Mein Bahaaroon Ko Sabaat
      Teri Aanthoon K Siwa Dunia Mein Rakha Kya Hy ?

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        tu jo mil jaey to taqdeer bhi ngoon ho jaey
        yun na tha main faqat chaha tha yun ho jaey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          Tameer ker raha ha mohabbat ka wo hisaar
          mery liay khuloos ki zanjeer bohat hai
          baitha raha pas wo to mai sochte rahe
          khamoshiyon ki apne bhe taseer bohat hai

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            takmeel-e-tamana ki khatir ham ney bakhuda kya kya na kiya
            insaan key haath mein hi sahi, tadbeer to hai taqdeer nahin
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              tu ny dethi hy woh peshaani, woh rukh'saar, woh hont,
              zindagi jin k tasawwur mein lutaa di ham ny

              FAIZ

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tum chalo main aa milon ga us kinarey aik din
                kya huwa agar meri kashti sahilon mein rah gai
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  Tehreeron mai simat'ty kaha hain dilon ky dard
                  jee behla rahe hon mai in kaghazon ky sath

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    terey dil ka haal mujhey maloom nahin
                    aankhon mein to pyar dikhai deta hai
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      tum Na'haq Shishy Chun Chun Kar Daaman Mein Chhupaay Bethy Ho
                      Sheshoon Ka Masiha Koi Nahi, Kya Aas Lagaay Bethy Ho

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        terey bghair to be'simat thi musafit-e-umer
                        mera safar huwa aasan rafaqaton sey teri
                        Last edited by Masood; 27 June 2006, 22:05.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          tery Gham Ko Jaan Ki Talaash Thi Yery Jaan'nisaar Chaly Gay
                          Teri Raah Mein Karty Thy Sar Talab, Sar-e-raahguzaar Chaly Gay

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            tum woh nazuk key khamoshi ko fughaan kehtey ho
                            ham woh aajiz keh taghaful bhi sitam hai ham ko

                            ghalib
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Tum se to khair ghari bhar ki mulakat rahi
                              Loog sadyo ki rafakat ko bhula dete hai..
                              sigpic


                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                TAR DAAMNI PR SKEIKH, HAMAARI NA JAEEO
                                DAAMAN NICHOOD DEEN TO FARISHTY WUZOO KAREEN


                                Faiz

                                Comment

                                Working...
                                X