Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tum ney aa ker mizaaj poochh liya
    ab tabiyat kahan sambhalti hai

    jalil nagpoori
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      teri Nazroon Main Mery Dard Ki Keemat Kya Thi
      Mery Daaman Ny To Aanso Ko Ghahar Jana Tha

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        tujh sey main ney danista munh na morra tha kabhi
        moaf karna kuchh kami gar chahaton mein rah gaii
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          Tujh Sy Mily Na Thy To Koi Aarzo Na Thi
          Dekha Tujhy To Tery Talabgaar Ho Gay

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            ta'be hon hadiyan-e-tareeq sawab ka
            lekin talab karoon ga khuda ki panah ko
            is key khilaf aap ki behasein hain nadrust
            farmaiyey chiragh ko dekhoon keh raah ko
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              tum ko iqrar agar hy to chalo yonhi sahi
              dil k zakhmoon ko chaman zaar kahy dety hain

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tehi daston ko kya khof-e-balaey aasmani hai
                kaf-e-afsos mal key rah gaii barq apney khirman per
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  tum Mery Paas Hoty Ho Goyaa
                  Jab Koi Dosra Nahi Hotaa

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    tasawwur mein sada aao magar kuchh tairna seekho
                    tum aksar doob jatey ho mere askhon key toofan mein
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      Achhhhhhhhhhha

                      tu Jo Har'jaai Hy, To Apna Bhi Yehi Tor Hy
                      Tu Nahi Aur Sahi, Aur Nahi Aur Sahi,

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        OOOOOOOOiiiiiiii badi zarb lagai hai :p

                        Tum sey pehley jo tamana thi wohi hai aaj tak
                        tujh sey mil ker bhi kisi shay ki kami hai aaj tak
                        Last edited by Masood; 27 June 2006, 00:14.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          Hooooooooooooooon

                          tery Koochy Sy Ab Mera Talok Wajbi Sa Hy
                          Magar Jab Bhi Guzarta Hoon, To Aankheen Bheeg Jaati Hain

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            tarsaa diya hai abr-e-gurezaan ney is qadar
                            barsey jo boond bhi to samundar lagey mujhey

                            :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Tery Naam Hi Sy Saji Hoi Meri Zindagi Ki Kitaab Hy
                              Yujhy Dekhna Hi Yaqeen Hy, Tery Baad Saara Saraab Hy

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                tu na aaya aey dost terey intizar key baad
                                ik maut thi jo aa gaii wadah kiyey bghair
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X