Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tum hi to sapno mein aatey ho
    tum hi to dil tarpatey ho
    ham tum ko kaisey bhool jaein
    tum hi to hamein yaad aatey ho

    masood
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #92
      Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      teri lo teez na ho jaay umeedoon keh charaagh
      koi thukraa k pasheemaan ho zaroori to nahi

      Comment


      • #93
        Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        tark-e-ta'aluqat peh dukh intihaa ka tha
        zindah raha keh hosla mujh mein bala ka tha
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #94
          Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          tum hi to ho jisy kehti hy naa-khudaa dunia
          bachaa sako to bachaa lo k doobta hon main

          Comment


          • #95
            Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            tumhein yaad bhi na ho ga, woh jo kah key dil liya tha
            mere bas mein kash hota, jo suna tha bhool jana
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #96
              Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              too reh na saki phool main, aee phool ki khush'boo
              kaantoo main rahy aur pareeshaan na rahy ham

              Comment


              • #97
                Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tanha terey matam mein nahin shaam-e-seyah posh
                rehta hai sada chak, garebaan-e-sehar bhi
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #98
                  Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  tum pokaaro to bhalaa, paaon kahaan rokty hain
                  manzil-e-ishq sy main laakh gireezaan hi sahi

                  Comment


                  • #99
                    Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    tasawar arsh per hai aur sar hai paaey saaqi per
                    gharz kuchh aur dhun mein is gharri maikhawar bethey hain
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      too kahaan jaay gi kuchh apna thikaana kar ly
                      ham to kal khawaab adam main shab-e-hijraan hoon gy

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        Tu Khuda hai na mera ishq farishton jaisa
                        dono insaan hain to kyun itney hijabon mein milein
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          tum diy ho jo larzty ho SABA k darr sy
                          ham sitaary hain jo toofaan sy guzar jaaty hain

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            Teri Gali Ke ILawa aur Bhi Qarye Hain
                            Jo is Dyar se NikloN to Kuch Aur SochoN
                            Allah

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              tumhein dil'lagi bhool jani parey gi
                              muhabbat ki rahon mein aa key to dekho
                              tarrapney peh merey na phir tum hasso gey
                              kabhi dil kisi sey laga key to dekho
                              Last edited by Masood; 24 June 2006, 10:13.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                too jo nahi hy to kuchh bhi nahi hy
                                yeh maana k mehfil jawaan hy, haseen hy

                                Comment

                                Working...
                                X