Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tujh sey pehley jo tamana thi wohi hai ab tak
    tujh ko paa ker bhi kisi shay ki kami hai ab tak
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      too ny khud apny tabassum sy jagaaya hy jinheen
      onn tamannaaon ka karon ya na karon ?

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        terey hi intizaar mein beet gaii hai meri zindagi
        gham hi mil sakey, mujhey mili na khushi
        doston key hajoom mein main betha hoon tanha
        na raha koi hamdam, na raha koi hamnawa

        masood
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          tera kasoor nahi mera tha
          main tujh ko apna samjha tha

          nasir kaazmi

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            tum sey ulfat key taqazey na nibahey jatey
            warna ham ko bhi tamana thi keh chahey jatey
            dil key maroon ka na kar gham key yeh andoh-o-naseeb
            dard bhi dil mein na hota to karahey jatey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              tu gya to jaisy main dunia sy kat k reh gya
              ab to koi bhi nahimera, mery dil k siwaa

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tum paas nahin ho to ajab haal hai dil ka
                yun mian jaisey kuchh rakh key bhool gaii hoon
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  thhakan safar ki badan shal sa kar gai hy MUNEER
                  bura kia jo safar main kiaam kar bethhaa

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    tu ney kaha tha main teri kashtee peh bojh hoon
                    aankhon ko ab na dhanp mujhey doobta bhi dekh
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      teri duina sy main nikal jaaon khamooshi k saath
                      kabal iss k tu mery saay sy kat'raany lagy

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        teri talab ka dil-e-aawez hadisa ham ney
                        bhula diya hai kaee aur hadison ki tarha
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          Tujh pay giran guzarty hain khawab ky manazir to bata
                          hum tere soch ki hud say nikal jaty hain

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            tang aa chukey hain kash maskash zindagi sey ham
                            thukraa na dein jahan ko kahin be'dili sey ham

                            sahir ludhiyanvi
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Tamanna wo tamanna ha jo dil ki dil ma reh ja'ay
                              jo mar ky bhe na pore ho usay armaan kehty hain

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                teri gali sey jab ham azm safar karein gey
                                har har qadam key ooper pather jigar karein gey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X