Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tery kammal-e-balaaghat sy ham ko shikwaa hy
    jo guftagoo teri aankheen kareen wo lab na kareen

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      aap sey sabar nahin ho sakta :D

      tarrap utthon bhi to zaalim teri duhai na doon
      main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhey dikhai na doon
      terey badan mein dharrakney laga hoon dil ki tarha
      yeh aur baat keh ab bhi tujhey sunai na doon
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        tujhy Khoo Kar Bhi Tujhy Paaon Jahaan Tak Dekhoon
        Husan-e-yazdaan Sy Tujhyhusan-e-butaan Tak Dekhoon

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          terey khaloos ney barbad kar diya aey dost
          fareb khatey to shayid sambhal gaey hotey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            tu Ny Yoon Dekha Hy Jaisy Kabhi Dekha Hi Na Tha
            Main To Dil Mein Tery Kadmoon K Nishaan Tak Dekhoon

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              tu ashk hi ban key meri aankhon mein samaa jaa
              main aainah dekhoon to tera aks bhi dekhoon
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tum Nahi Thy To Sar-e-baam-e-khyaal
                Yaad Ka Koi Sitaara Ho Ga

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  terey qadmon key nishan hain meri benai tak
                  main ney yeh rastah tere pesh-e-nazar khol diya hai
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    teri yyad sy ladta hon
                    deekh to mera paagal pan

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      teri bandah parwari sey merey din guzar rahey hain
                      na gilah hai doston ka, na shikayat-e-zamana
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        tery saath gai woh roonak
                        ab iss shaher mein kia rakha hy

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          tujhey kyun fiker hai aey gul! dil-e-sad-chak bulbul ki
                          tu apney perhan key chaak to pehley rafoo kar ley
                          tamana aabru ki ho agar gulzar-e-hastee mein
                          to kanton sey ulajh ker zindagi karney ki khu kar ley

                          iqbal
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            tu bataa kya tujhy sawaab mila
                            khair main ny to raat kaat hi lii

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Thakaa gaya hai musalsal safar udaasi ka
                              Aur ab bhi hai mere shaane pe sar udaasi ka

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                Tum ko ahsaas e nadamat ho to itna karna
                                phir meray bad kisi ko na yon ruswa karna

                                Comment

                                Working...
                                X