Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tumharey ehad-e-wafa ko main ehad kya samjhoon
    mujhey khud apni muhabbat peh aetbar nahin


    Noon
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      tu ny khud apny tabassam sy jagaaya hy jin'heen
      un tamannaon ka izhaar karon ya na karon

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        terey hotey huwey aa jati thi sari duniya
        aaj tanhaa hoon to koi nahin aaney wala
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          Ta'aluq tourte hon to mukammal tour lete hon
          mai jis ko chorte hon to mukammal chor dete hon
          mohabbat ho ya nafrat ko bhare rehte hon shiddat sy
          jidher sy aay ye derya udher he mour dete hon

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            teri talab mein woh dar-o-rassan key hangamey
            keh jinki baat karein bhi to ab fasanah lagey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              tukaheen bhi ho tery pkool sy aaraz ki kasam
              teri palkeen meri aankhoon pe jhukii rehtii hein

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                taptey sehraoun peh garja sar-e-darya barsa
                thi talab kis ko magar abar kahan jaa barsa
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  tang aa chuky hain kash'mash e zindagi sy ham
                  thukraa na deen jahaan ko be dilii sy ham

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    momin ka madadgar hai shah-e-najaf aey dil
                    haami hai tera sher-e-khuda, la'tukhf aey dil


                    laam
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      Originally posted by Masood
                      momin ka madadgar hai shah-e-najaf aey dil
                      haami hai tera sher-e-khuda, la'tukhf aey dil


                      laam
                      ab main laam kahaan sy laaon tey mein

                      terii nawaazshoon ko bhulaaya na jay ga
                      maazi ka naqash dil sy mitaaya na jay gy

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        uff mera dimagh chal geya hai :lol

                        tumharey baam sey ab kam nahin hai riffat-e-daar
                        jo dekhna ho to dekho nazar utha key mujhey
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          tera waada thaa k iss maah zaroor aay gii
                          ab to har roz guzartaa hy
                          maheeny ki tarha

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            tarrap uthi hain Adm hikamatein do aalam ki
                            kahin sey jab bhi zara si sharab laya hoon
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              ik romentic sher

                              tumhaarii neend mein doobi howii nazarkii qasam
                              hameen ye zidd hy k jaago bhii aur jagaao bhii


                              Mustafa Zaidi

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                Zaidi sahib ney yeh Shehnaz key liye likha ho ga :)

                                tum to toofan ko tafreeh samajhtey they Adm
                                aaj sahil hi peh andesha toofan kyun hai

                                adm
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X