Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    taraq e talab mein aur talab mein ye faraq hy
    ik kufar e zindagii hy, ik islaam e zindagii


    behzaad lakhnawi

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      terey tawassun ko SABA bandhtey hain
      ham bhi mazmoon ki hawa bandhtey hain

      ghalib
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        tum par hi moqoof nahi aajkal to dunia mein
        zeest k bhi mazhab hein, maut kii bhii zaateen hein

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          takmeel-e-tamana ki khatir ham ney ba'khuda kya kya na kiya
          insaan key haathon mein hi sahi, tadbeer to hai taqdeer nahin
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            tumhaari zulfoon sy khushboo kii bheek leny ko
            khukii jhukii sii ghhataaen bulaa rahi hein tumheen

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              teri mehfil mein sitarey, koi jugnoo laya
              main woh pagal keh faqat aankh mein aansu laya
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                Tujhh sy mil k ab hey arsaa iynaa
                aaj tak terii judaaii mein ye kionkar guzraa
                Last edited by Baad-e-Saba; 30 June 2006, 19:08.

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  tu mera hosla to dekh, daad to dey keh ab mujhey
                  shoq-e-kamal bhi nahin, khof-e-zwaal bhi nahin
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    shaaed issi tarha hy ?
                    tu badl'ta hy to be saakhta merii nazreen
                    apny haathon kii lakiron meinilajhh jaati hein

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      tumhein dillagi bhool jani parrey gi
                      muhabbat ki rahon mein aa key to dekho
                      tarrapney peh merey na phir tum hasso gey
                      kabhi dil kisi sey laga ker to dekho
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        ik geet hy :)

                        tadap tadap key iss dil sey, aah nikaltii raii
                        mujhh ko sazaa dii pyar kii, aisaa keya gunah keya
                        to lut gaye, to lut gaey
                        ham terii muhabbat mein
                        Last edited by Baad-e-Saba; 30 June 2006, 21:17.

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          teri tasweer kya bnaey koi
                          jo chhalaktey hain terey honton sey
                          rang aisey kahan sey laaey koi
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            Tumharee Bazam Mein Haalaat Hi Kuch Aisay Tay Kay
                            Na Hum Bol Sakay Aur Chup Bhi Reh Na Sakay
                            sigpic


                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              tujh ko paa ker khoney ki hasrat jaaney kyun bedar hui
                              kaash key tum miltey hi naahi, khawahish yeh beqrar hui

                              masood
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                terii saansoon ki thhakan, terii aankhoon kaa sakoot
                                dar haqeeqat koii rangeen sharaarat hi na ho
                                main jissey pyar ka andaaz samjhh bethha hon
                                woh tabassum, woh takallum, terii aadat hi na ho

                                saahir ludheaanvi

                                Comment

                                Working...
                                X