Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    tery jaisa mera bha haal tha, na sakoon tha na qaraar tha
    yehi umer thi mery hamnasheen k kissi sy mujhh ko pyar tha

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      tujh sey kuchh dekha na ham ney juz jafa
      pardah kya kuchh hai keh jis ko bha geya

      dard
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        Tum aa gay to az sar e nou zindagi howi
        baaqi nahi thi jaan mery jism zaar mein

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          tu laakh Faraz apni shakiston ko chhupaey
          yeh chup to tere karb ka izhar karey hai

          faraz
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            Tum aa rahy ho k baj'tii hein meri zanjeeren
            najaany kya mery deewaar o baam kehty hein

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              torrta hai jo khamoshi dil ki
              woh bashar ba'kamaal hota hai
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                teri mas'jad mein behak kar aa rahy hein may parast
                zaahid rastaa bataa dy khana e khumaar ka

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  tum aaey ho na shab-e-intizaar guzri hai
                  talash mein hai sehar, bar bar guzri hai

                  faiz
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    Tum ny to keh dia "main inheen jaanta nahi"
                    ham aab aab ho gay ghaeroon k saamny

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      tumhari yaad key jab zakhm bharney lagtey hain
                      kisi bahaney tumhein yaad karney lagtey hain
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        tum AITBAAR oss k liy kioon udaas ho
                        ik shakhas jo kabhi bhi tumhaara nahi raha

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          tujh ko dekha to ser chashm huwey
                          tujh ko chaha to aur chah na ki


                          yey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            Originally posted by Masood
                            tujh ko dekha to ser chashm huwey
                            tujh ko chaha to aur chah na ki

                            yey
                            tum ko to ye saawan ki ghataa kuchh nahi kehtii
                            ham sokhtaa loogon ko ye kya kuchh nahi kehtii

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              teri umeed, tera intizaar jab sey hai
                              na shab ko din sey shikayat, na din ko shab sey hai
                              faiz
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                Tou nay dekha hai kabhe ek nazar shaam kay bad
                                kitny chup say shajar lagty hain shaam kay baad
                                lout aay na kise rooz wo aawara mizaaj
                                khool rakhty hain ise aas pay der shaam ky baad

                                Comment

                                Working...
                                X