Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Tou badalta hay toh be-saakhta meri aankhein
    Apnay haathon ki lakeeron sey ulajh jaty hain


    Comment


    • Re: ashaar

      Na woh ishq mein rahin garmiyan, na woh husan mien rahi shokhiyan
      Na woh Ghaznavi mein tarap rahi, na woh kham hy zulf e Ayaaz mein

      Mein sir basajda huwa kabhi to zameen se aanay lagi sada
      Tera dil to hy sanam aashna, Tujhay kaya milay ga namaaz mein


      Comment


      • Re: ashaar

        يہ مصرع لکھ ديا کس شوخ نے محراب مسجد پر؟
        يہ ناداں گر گئے سجدوں ميں جب وقت قيام آيا۔۔۔


        علامہ محمد اقبال


        Comment


        • Re: ashaar

          Kal jinhein chhu nhe sakti thi Farishton ki nazar
          Aaj woh ronaq e Bazar nazar aatay hain

          Saghar Siddiqui


          Comment


          • Re: ashaar

            یہ الگ بات کہ تعارف نہ ھو سکا
            ھم زندگی کے ساتھ بھت دور تک گئے۔


            Comment


            • Re: ashaar

              Go Dukhi Dil ko bohat bachaya hum ne
              Jis jagah zakhm ho wahan chot sada lagti hy


              Comment


              • Re: ashaar

                Jo khayal thay na qayas thay wahee log humsay bichar gayay
                meri zindagi kee jo aas thay wahee log humsay bichar gayay


                Comment


                • Re: ashaar

                  tumhari yaad bhi MOHSIN kisi muflis ki poonji hai
                  jase ham sath rakhte hain jase ham rooz ginte hain


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Kalam karty nahee bolty hi jaty hay
                    teri nazar ko yeh kaisi zuban aty hay
                    mein us ko dekhta rehta hoon raat dhalnay tak
                    jo chandni teri galion sey ho kay aty hay


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Ronay se kia haasil ay dil-e-sodaayi
                      Aankhon ki b ruswayi, daaman ki b ruswayi

                      Hum log samander k bichray huye saahil hain
                      Iss paar b tanhai, uss paar b tanhai.


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Dhondti phirti hai dasht-o-biaban mein hamein...

                        Zindagi hum se bichar kar khud bhi pachhtai boht.


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Jase bhi dekha rote hue dekha ........
                          Ye muhbat to kasi fqeer ki bad dua lagi hai...


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Yeh kon chupkey sey tanhayion main kehta hay
                            merey baghair sakoon umer bhar nahee milna


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Roz sochta hoon bhool jaaon usey
                              Roz yeh baat bhool jata hoon


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Na sakat hay Zabt-E-Gham ki Na MajaaL-E-Ashk baari,
                                Yah Ajeeb Kayfiat Hay Na sakooN , Na bay Qarari .. !!


                                Comment

                                Working...
                                X